Raahi O Raahi Lyrics, Singer & Song Details

Himalay Se Ooncha 1975 album cover

Himalay Se Ooncha 1975 Album Details

B.S. Thapa
Anandji, Kalyanji
Indeevar
Sunil Dutt, Mallika Sarabhai, Ranjeet

album songs
Raahi O Raahi
Singer : Lata Mangeshkar

Raahi O Raahi Lyrics

Song Lyrics Title = Rahi O Rahi
Song Lyrics Movie = Himalay Se Ooncha (1975)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = B.S. Thapa

Mp3 Song Lyrics

((Rahi o rahi o rahi
Tere sar pe duaao ke saye rahe
Tere sar pe duaao ke saye rahe
Manzile path pe palke bichhaye rahe
Tu nirasha me asha ke deepak jala
Tu nirasha me asha ke deepak jala
Ho himalay se uncha tera rashta
O rahi o rahi rahi o rahi
O rahi rahi rahi rahi rahi

Allah hu akbar allah hu akbar
Allah hu akbar allah hu akbar

Jaan dete hai jo auro ke waste
Jaan dete hai jao auro ke waste
Sabke dil me banate hai wo raste
Unke kadmo se mitta hai har fasla
Ho himalay se uncha tera honsla
Ho rahi ho rahi

Masiha usi ko to kahte hai hum
Masiha usi ko to kahte hai hum
Khushi deke lele jo auro ke gham
Apne dil ne tu auro ke gham le chala
Ho himalay se uncha tera honsla
O rahi o rahi
Rahi o rahi o rahi

Nichhawar hai us maa pe sara jaha
Nichhawar hai us maa pe sara jaha
Tere jaisa ho lal jiske yaha
Jo karne chala dusro ka bhala
Ho himalay se uncha tera honsla
Ho himalay se uncha tera honsla
Ho himalay se uncha tera honsla
O rahi o rahi o rahi rahi rahi..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Raahi O Raahi

Raahi O Raahi is a song from Himalay Se Ooncha 1975. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Himalay Se Ooncha 1975 album song list for more songs and album details.