Raah Se Dharm Ko Lyrics, Singer & Song Details

Janam Janam Ke Phere 1957 album cover

Janam Janam Ke Phere 1957 Album Details

Manmohan Desai
S. N. Tripathi
Bharat Vyas
Nirupa Roy, Manher Desai, B.M. Vyas

album songs
Raah Se Dharm Ko
Singer : Lata Mangeshkar

Raah Se Dharm Ko Lyrics

Song Title = Raah Se Dharm Ko
Movie/Album = Janam Janam Ke Phere (1957)
Singers = Lata Mangeshkar
Music By = S N Tripathi
Lyricist = Bharat Vyas

Mp3 Song Lyrics

((Chahe raat barsat ho andhi ho ya tufan
Tera wart na tal sake na tale sati ki aan
Rah se dharam ki hatane wala kon
Rah se dharam ki hatane wala kon
Satiyo ko sat se digane wala kon
Satiyo ko sat se digane wala kon
Naam bhagwan ka mitane wala kon
Naam bhagwan ka mitane wala kon
Satiyo ko sat se digane wala kon

Raah mein gulal ude chahe ude dhul ho
Raah mein gulal ude chahe ude dhul ho
Paon mein chubhe re phul chahe sul ho
Dar ke dagar se darane wala kon
Dar ke dagar se darane wala kon
Satiyo ko sat se digane wala kon
Rah se dharam ki hatane wala kon
Satiyo ko sat se digane wala kon

Devi se pujaran ki ho chahe jitni duri
Sachi ho lagan to rahe pooja na adhuri
Aarti ka deep bujhane wala kon
Aarti ka deep bujhane wala kon
Satiyo ko sat se digane wala kon
Rah se dharam ki hatane wala kon
Satiyo ko sat se digane wala kon

Sita ka ye sach hai sawatiri ki shakti
Gori ka ye bal hai gayitri ki bhakrti
Sadhna sati ki aaj jaye nahi khali
Sadhna sati ki aaj jaye nahi khali
Aaradhna kisi ki aaj jaye nahi tali
Bhawna ke phulo ko thukrane wala kon
Satiyo ko sat se digane wala kon
Satiyo ko sat se digane wala kon
Satiyo ko sat se digane wala kon
Satiyo ko sat se digane wala kon...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Raah Se Dharm Ko

Raah Se Dharm Ko is a song from Janam Janam Ke Phere 1957. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: S. N. Tripathi. Read the lyrics above and view the Janam Janam Ke Phere 1957 album song list for more songs and album details.