Raah Chalti Hai Lyrics, Singer & Song Details

Khoon Kharaba 1980 album cover

Khoon Kharaba 1980 Album Details

Deepak Bahry
Ravindra Jain
Ravindra Jain
Master Bhagwan, Birbal, Bindiya Goswami

album songs
Raah Chalti Hai
Singer : Mohammed Rafi, Paintal

Raah Chalti Hai Lyrics

Song Title = Raah Chalti Hai
Movie/album = Khoon Kharaba (1980)
Singers = Mohammed Rafi, Paintal
Song Lyricists = Ravindra Jain
Music Director = Ravindra Jain
Director = Deepak Bahry

Mp3 Song Lyrics

((Raah chalti hai
Ke rahi chalte hai
Jalti hai bati ke
Dip jalte hai
Raah chalti hai
Ke rahi chalte hai
Jalti hai bati ke
Dip jalte hai
Jo thik thik
Batayega raju
Chacha usko
Sara shehar ghumayega
Raah chalti hai
Ke rahi chalte hai
Jalti hai bati ke
Dip jalte hai

Raju chacha bachcho
Ka karo khayal
Puchho na puchho
Na aise mushkil sawal
Raju chacha bachcho
Ka karo khayal
Puchho na puchho
Na aise mushkil sawal
Achha to mao batata hu
Raahi chalte hai
To rahe chalti hai
Suni suni rahe
Aankho ko khalti hai
Raahi chalte hai
To rahe chalti hai
Suni suni rahe
Aankho ko khalti hai
Bade ho gaye to
Samjh me aayega
Banega jo bati wahi
Deepak jalayega

Narangi si ek chij
Magar na khai jaye
Us narangi par hum
Sadiyo se rahte aaye
Narangi si ek chij
Magar na khai jaye
Us narangi par hum
Sadiyo se rahte aaye
Tayar padoge bhugol
To jawab mil jayega
Gandhi shabash

Two add two four
Three am three
Driver kitne badle
Lekin mai hu clenarvax

Har din ghar se chacha
Le jaye pehunchaye
Chhuti ke din bachcho
Yaad tumhari badi aayi
Har din ghar se chacha
Le jaye pehunchaye
Chhuti ke din bachcho
Yaad tumhari badi aayi
Kisi ne bhi aisa
Yaar paya na payega
Raahi chalte hai
To rahe chalti hai
Suni suni rahe
Aankho ko khalti hai
Bade ho gaye to
Samjh me aayega
Banega jo bati
Wahi deepak jalayega...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Raah Chalti Hai

Raah Chalti Hai is a song from Khoon Kharaba 1980. It is sung by Mohammed Rafi, Paintal. Lyrics are credited to Ravindra Jain. Music information: Ravindra Jain. Read the lyrics above and view the Khoon Kharaba 1980 album song list for more songs and album details.