Raag Dwesh Ko Chhod Ke Lyrics, Singer & Song Details

Valmiki 1946 album cover

Valmiki 1946 Album Details

Sundar Rao Nadkarni
Shankar Rao Vyas
Mahesh Gupta
U. R. Jeevarathinam, C. Honnappa Bhagavathar, T. R. Rajakumari, N. C. Vasanthako

album songs
Raag Dwesh Ko Chhod Ke
Singer : Saraswati Rane

Raag Dwesh Ko Chhod Ke Lyrics

Song Title = Raag Dwesh Ko Chhod Ke
Movie/Album = Valmiki (1946)
Singer = Saraswati Rane
Lyricist = Mahesh Gupta
Music Director = Shankar Rao Vyas, Shaankerao Vyas
Film Director = G Prabhakar, Bhai G Pendharkar

Mp3 Song Lyrics

((raag dvesh ko chhod ke manwa
raag dvesh ko chhod ke manwa
gyan ki jyot jaga le manwa gyan ki jyot jaga le
raag dvesh ko chhod ke manwa
gyan ki jyot jaga le manwa gyan ki jyot jaga le

ghiri chahu se ek bawri jiwan jina marna
ghiri chahu se ek bawri jiwan jina marna
sah sah kar tan pratap ka
sah sah kar tan pratap ka pati ki seva karna
?????
man me preet basa le manwa gyan ki jyot jaga le

maya moh hata de man se kaam krodh ko jeet
maya moh hata de man se kaam krodh ko jeet
swarth tyag parmarth me kho ja
swarth tyag parmarth me kho ja hogi teri jeet
sewa ko apna le manwa, sewa ko apna le manwa
jag ko meet bana le manwa gyan ki jyot jaga le...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Raag Dwesh Ko Chhod Ke

Raag Dwesh Ko Chhod Ke is a song from Valmiki 1946. It is sung by Saraswati Rane. Lyrics are credited to Mahesh Gupta. Music information: Shankar Rao Vyas. Read the lyrics above and view the Valmiki 1946 album song list for more songs and album details.