Qatra Shabnam Ka Lyrics, Singer & Song Details

Judge Mujrim 1997 album cover

Judge Mujrim 1997 Album Details

Jagdish A. Sharma
Bappi Lahiri
Anwar Sagar
Jeetendra, Sunil Shetty, Ashwini Bhave

album songs
Qatra Shabnam Ka
Singer : Kavita Krishnamurthy, Kumar

Qatra Shabnam Ka Lyrics

Song Title = Qatra Shabnam Ka
Movie/Album = Judge Mujrim (1997)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Song Lyricists = Anwar Sagar
Music Composer = Bappi Lahiri

Mp3 Song Lyrics

((Qatra shabnam ka shola banne laga
Qatra shabnam ka shola banne laga
Tujhse jo lipti mai badan ye jalne laga
Aaj ye mausam bhi pagal karne laga
Aaj ye mausam bhi pagal karne laga
Ho tune jo chuma mujhe to
Dil ye machane laga
Qatra shabnam ka shola banne laga

Tan mein agan hai man mein jalan hai
Sanso me chingariya
Hotho pe rakh de hotho ke pyale
Mit jaye betabiya
Tan mein agan hai man mein jlan hai
Sanso mein chingariya
Hotho pe rakh de hotho ke pyale
Mit jaye betabiya o aaja meri baaho mein
Pyar ki panaho mein kahta hai dil ye mera
Mera divana pan had se badne laga
Tujhse jo lipati main badan ye jalne laga
O aaj ye mausam bhi
Pagal karne laga

Teri najar ne jadu chala ke
Pagal mujhe kar diya
Nashili umar ne katil ada ne
Ghayal mujhe kar diya
Teri najar ne jadu chala ke
Pagal mujhe kar diya
Nashili umar ne katil ada ne
Ghayal mujhe kar diya
Pyasi javani hai raat mastani hai
Apna bana le sanam
Meri jawani ko tu najro se dasne laga
Meri jawani ko tu najro se dasne laga
O aaj ye mausam bhi
Pagal karne laga tujhse jo lipati mai
Badan ye jalne laga...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Qatra Shabnam Ka

Qatra Shabnam Ka is a song from Judge Mujrim 1997. It is sung by Kavita Krishnamurthy, Kumar. Lyrics are credited to Anwar Sagar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Judge Mujrim 1997 album song list for more songs and album details.