Pyase Do Badan Lyrics, Singer & Song Details

Prem Nagar 1974 album cover

Prem Nagar 1974 Album Details

K. S. Prakash Rao
Sachin Dev Burman
Anand Bakshi
Rajesh Khanna, Hema Malini, Prem Chopra, Asrani, Nazir Hussain

album songs
Pyase Do Badan
Singer : Asha Bhosle

Pyase Do Badan Lyrics


Song Title = Pyase Do Badan
Movie/album = Prem Nagar (1974)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = K.S. Prakash Rao

Mp3 Song Lyrics

((Pyaase do badan
Pyaasi raat mein
Pyaase do badan
Pyaasi raat mein
Jal gaye saath mein
Pyaase do badan
Pyaase do badan
Pyaasi raat mein
Jal gaye saath mein
Pyaase do badan
Pyaasi raat mein

Aanewaali kal kaa bhi
Koi hisaab tod lo
Jaanewaali aaj ki
Raat mein jod lo
Aanewaali
Aanewaali kal kaa bhi
Koi hisaab tod lo
Jaanewaali aaj ki
Raat mein jod lo
Kaise sab armaan niklenge
Chhoti si mulaaqaat mein
Pyaase do badan
Pyaasi raat mein

Ha ha ha ha ha
Nashe mein hai zindagi
Hosh se kaam lo
Chhodo bhi ye dillagi
Taubaa ka naam lo
Nashe mein hai
Nashe mein hai zindagi
Hosh se he kaam lo
Chhodo bhi ye dillagi
Taubaa ka naam lo
Log behakne lagte hain
Aksar aise halaat mein
Pyaase do badan
Pyaasi raat mein
Jal gaye saath mein
Pyaase do badan
Pyaase do badan
Pyaasi raat mein
Jal gaye saath mein
Pyaase do badan
Pyaasi raat mein
Jal gaye saath mein
Pyaase do badan...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Pyase Do Badan

Pyase Do Badan is a song from Prem Nagar 1974. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Prem Nagar 1974 album song list for more songs and album details.