Pyase Dil Ki Pyas Bujhane Lyrics, Singer & Song Details

Neeyat 1980 album cover

Neeyat 1980 Album Details

Anil Ganguly
Anandj, Kalyanji
Indeevar
Shashi Kapoor, Jeetendra, Rekha

album songs
Pyase Dil Ki Pyas Bujhane
Singer : Asha Bhosle

Pyase Dil Ki Pyas Bujhane Lyrics

Song Title = Pyase Dil Ki Pyas Bujhane
Movie/album = Neeyat (1980)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Indeevar
Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Anil Ganguly

Mp3 Song Lyrics

((Pyase dil ki pyas bujhane aaja
Pyase dil ki pyas bujhane
Soyi huyi takdir jagane aaja aaja
Tere liye mai hu mere liye tu hai
Ye wada nibha ja aaja aaja aaja aaja

Sadiyo se rahi nind na aayi
Na koi khawab hi aaya
Pal pal thadpa tha mai
Teri yado ka barkha sa
Sun mere sajan janmo ki uljhan
Aake zara suljha ja nibha ja
Ye wada nibha ja aaja aaja aaja
Pyase dil ki pyas bujhane
Soyi huyi takdir jagane aaja aaja

Maine teri puja ki hai
Tujhko hi pana hai
Tere bin mere jivan sathi
Ye jag virana hai
Dil ki nagari kab se hai ujadi
Aake ise tu basa ja ye wada nibha ja
Aaja aaja aaja aaja
Pyase dil ki pyas bujhane
Soyi huyi takdir jagane aaja aaja
Tere liye mai hu mere liye tu hai
Ye wada nibha ja aaja.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pyase Dil Ki Pyas Bujhane

Pyase Dil Ki Pyas Bujhane is a song from Neeyat 1980. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anandj, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Neeyat 1980 album song list for more songs and album details.