Pyas Liye Manwa Hamara Lyrics, Singer & Song Details

Mere Bhaiya 1972 album cover

Mere Bhaiya 1972 Album Details

Satyen Bose
Salil Chowdhury
Yogesh Gaud
Vijay Arora, Nazima, Suresh Chatwal, Bipin Gupta, Durga Khote

album songs
Pyas Liye Manwa Hamara
Singer : Lata Mangeshkar

Pyas Liye Manwa Hamara Lyrics

Song Title = Pyas Liye Manwa Hamara
Movie/Album = MERE BHAIYYA
Singer(s) = LATA MANGESHKAR
Song Lyricists = Yogesh Gaud
Music Composer = Salil Chowdhury
Director = Satyen Bose

Mp3 Song Lyrics

((Pyaas liye manwa humara ye tarse,
Ek boond teri daya ki jo barse,
Ban jaaye paawan ye jeevan saara,
Jaise ganga ki ho dhara, jaise ganga ki dhara.
Pyaas liye manwa humara ye tarse......

Jaane anjaane karte rahen bhool hum,
Choone aaye hain charnon ki ab dhool hum,
Teri karuna mile - hain bure ya bhale,
Teri bagiya ke phir bhi to hain phool hum.
Pyaas liye manwa humara yeh tarse......

Tumse hai bas humari yahi prathana,
Leke aaye hain hum to yahi kaamna,
Humko vardaan do, aisa tum gyaan do,
Rahe sabke liye prem ki bhavana.
Pyaas liye manwa humara ye tarse...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Pyas Liye Manwa Hamara

Pyas Liye Manwa Hamara is a song from Mere Bhaiya 1972. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Yogesh Gaud. Music information: Salil Chowdhury. Read the lyrics above and view the Mere Bhaiya 1972 album song list for more songs and album details.