Pyare Babul Se Bichhad Ke Lyrics, Singer & Song Details

Raj Hath 1956 album cover

Raj Hath 1956 Album Details

Sohrab Modi
Jaikishan Dayabhai Panchal
Shailendra
Madhubala, Pradeep Kumar, Tun Tun, Sohrab Modi

album songs
Pyare Babul Se Bichhad Ke
Singer : Lata Mangeshkar

Pyare Babul Se Bichhad Ke Lyrics

Song Title = Pyare Babul Se Bichhad Ke
Movie/album = Raj Hath (1956)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Sohrab Modi

Mp3 Song Lyrics

((Pyare babul se bichhad ke oo
Ho pyare babul se bichhad ke
Ghar ka angana suna karke
Gori kaha chali ghunghat me
Chand chhupaye
Gori kaha chali ghumgat me
Chand chhupaye

Suno kahti hai shehnai oo
Suno kahti hai shehnai
Gori ho gayi parayi
Chanchal ghode pe savar
Lene sajan aaye
Chanchal ghode pe savar
Lene sajan aaye

Sune mahal udas atari
Ruthi ruthi si phulvari
Dil me tadap chehare pe hansi hai
Haye lagi ye kaisi katari
Haye lagi ye kaisi katari
Babul kahe ko chhupaye oo ho
Babul kahe ko chhupaye
Dard hotho se dabaye
Tu ye chahe ke na chahe
Aansu aankh me aaye
Pyare babul se bichhad ke
Ghar ka angana suna karke
Gori kaha chali ghunghat me
Chand chhupaye
Gori kaha chali ghumgat me
Chand chhupaye

Jane anjane bhul huyi jo
Meri sakhi use dil se bhula de
Mahiyar ka rahe naam ujagar
Babul mohe aisi dua de
Sabke dil ki duvaye oo ho
Sabke dil ki duvaye tere sang sang jaye
Kabhi koi bhi dukh tere pas na aaye
Pyare babul se bichhad ke
Ghar ka angana suna karke
Gori kaha chali ghunghat me
Chand chhupaye
Gori kaha chali ghumgat me
Chand chhupaye..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Pyare Babul Se Bichhad Ke

Pyare Babul Se Bichhad Ke is a song from Raj Hath 1956. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan Dayabhai Panchal. Read the lyrics above and view the Raj Hath 1956 album song list for more songs and album details.