Pyara Pyara Ye Sama Hai Lyrics, Singer & Song Details

Lal Killa 1960 album cover

Lal Killa 1960 Album Details

Nanubhai Bhatt
S. N. Tripathi
Bharat Vyas
Jairaj, Nirupa Roy, Tiwari Kumar, Helen

album songs
Pyara Pyara Ye Sama Hai
Singer : Lata Mangeshkar

Pyara Pyara Ye Sama Hai Lyrics

Song Title = Pyara Pyara Ye Sama Hai
Movie/album = Lal Kuila (1960)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Bharat Vyas
Music Composer = S. N. Tripathi
Director = Nanubhai Bhatt
Starring = Jairaj, Nirupa Roy, Tiwari Kumar, Helen

Mp3 Song Lyrics

(( Pyara pyara ye sama
Pyara pyara ye sama hai
Aur suhani raat hai
Aa rahi hotho pe ab dil mein
Chhupi jo baat hai
Pyara pyara ye sama

Aaj sapne jagmagate
Aaj sapne jagmagate
Jhumta aakash hai
Ek chanda door hai
Aur ek mere paas hai
Ek mere paas hai
Pyar ki punam khili
Pyar ki punam khili
Aur preet ki barsat hai
Aa rahi hotho pe ab dil mein
Chhupi jo baat hai
Pyara pyara ye sama

Chandni ki odh chadar
Chandni ki odh chadar
Saari duniya so rahi
Jagte hum tum akele
Dil mein halchal ho rahi
Dil mein halchal ho rahi
Aaj taro ne sajayi
Aaj taro ne sajayi
Roop ki baraat hai
Aa rahi hotho pe ab dil mein
Chhupi jo baat hai
Pyara pyara ye sama hai
Aur suhani raat hai
Aa rahi hotho pe ab dil mein
Chhupi jo baat hai
Pyara pyara ye sama.))

Posted by : {Soni Kumari}

About Pyara Pyara Ye Sama Hai

Pyara Pyara Ye Sama Hai is a song from Lal Killa 1960. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: S. N. Tripathi. Read the lyrics above and view the Lal Killa 1960 album song list for more songs and album details.