Pyar To Kiya Pyar Ki Lyrics, Singer & Song Details

Samay Ki Dhara 1986 album cover

Samay Ki Dhara 1986 Album Details

Sisir Mishra
Jugal Kishore, Tilak Raj
M. G. Hashmat
Vinod Mehra, Shatrughan Sinha, Shabana Azmi, Tina Munim

album songs
Pyar To Kiya Pyar Ki
Singer : Asha Bhosle

Pyar To Kiya Pyar Ki Lyrics

Song Title = Pyar To Kiya Pyar Ki
Movie/Album = Samay Ki Dhara (1986)
Singers =Asha Bhosle
Song Lyricists =M. G. Hashmat
Music Director =Jugal Kishore, Tilak Raj
Director =Sisir Misra
Music Label =CBS Records

Mp3 Song Lyrics

((pyar to kiya pyar ki pyas reh gayi
tute dil mein milan ki kyu aas reh gayi
pyar to kiya pyar ki pyas reh gayi
tute dil mein milan ki kyu aas reh gayi
pyar to kiya

sath mein rehte the do panchhi
ek dali pe tha unka basera
sath mein rehte the do panchhi
ek dali pe tha unka basera
ruth gaye kyu ek dujhe se
tod ke rista kyu tera
dur to huye yaad kyu saath reh gayi
tute dil mein milan ki kyu aas reh gayi
pyar to kiya

barbadi dukh dard ka sikwa
kispe karegi yeh tanhayi
barbadi dukh dard ka sikwa
kispe karegi yeh tanhayi
jis mali ne phul khilaye
aag chaman mein usne lagayi
aashiya jala raat kyu pak reh gayi
tute dil mein milan ki kyu aas reh gayi
pyar to kiya pyar ki pyas reh gayi
tute dil mein milan ki kyu aas reh gayi
pyar to kiya.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pyar To Kiya Pyar Ki

Pyar To Kiya Pyar Ki is a song from Samay Ki Dhara 1986. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to M. G. Hashmat. Music information: Jugal Kishore, Tilak Raj. Read the lyrics above and view the Samay Ki Dhara 1986 album song list for more songs and album details.