Pyar Se Dil Bhar De Lyrics, Singer & Song Details

Kab Kyoon Aur Kahan 1970 album cover

Kab Kyoon Aur Kahan 1970 Album Details

Arjun Hingorani
Anandji, Kalyanji
Indeevar
Dharmendra, Babita Kapoor, Pran

album songs
Pyar Se Dil Bhar De
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Pyar Se Dil Bhar De Lyrics

Song Title = Pyar Se Dil Bhar De
Movi/Album = Kab Kyoon Aur Kahan (1970)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricists = Indeevar
Music By = Kalyanji Anandji

Mp3 Song Lyrics

((pyar se dil bhar de nahi nahi hum pe karam kar de kabhi nahi
pyar se dil bhar de hun hun hum pe karam kar de kabhi nahi
varna hum mar jayenge jalim tera naam le le haye allah
chhod meri rahe nahi nahi chhod meri bahe kabhi nahi
pyar tujhe mange na milega jan bhale le le allah allah
pyar se dil bhar de nahi nahi hum pe karam kar de kabhi nahi

lo mil gayi laharo se lahare mile hai badal badal se
mile hai badal badal se ho koi dil bandha huaa hai
kisi na kisi ke aanchal se tu bhi meri kismat likh de
apne pyar ke kajal se
chhod meri rahe nahi nahi choad meri bahe kabhi nahi
pyar tujhe mange na milega jan bhale le le allah allah
pyar se dil bhar de nahi nahi hum pe karam kar de kabhi nahi

pyar samma ne diya kisi ko sari sari raat jali
sari sari raat jali pyar kali ne diya kisi ko
sare chaman mein baat chali
sare chaman mein baat chali
maine tujhko jara sa chaha
rusva ho gayi gali gali pyar se dil bhar de hun hun
hum pe karam kar de kabhi nahi
varna hum mar jayenge jalim
tera naam le le haye allah chhod meri rahe nahi nahi
choad meri bahe kabhi nahi

dhup ka suraj mere samane kyun hai mera din kala
kyun hai mera din kala main hun phir bhi pyase ka pyasa
pas hai amrit pyala pas hai amrit pyala
allah main kaise chhudau palah
pada hai pagal se pala
pyar se dil bhar de nahi nahi
hum pe karam kar de kabhi nahi
varna hum mar jayenge jalim
tera naam le le haye allah.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pyar Se Dil Bhar De

Pyar Se Dil Bhar De is a song from Kab Kyoon Aur Kahan 1970. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Kab Kyoon Aur Kahan 1970 album song list for more songs and album details.