Pyar Pardon Me Chhupane Se Lyrics, Singer & Song Details

Phool Khile Hain Gulshan Gulshan 1978 album cover

Phool Khile Hain Gulshan Gulshan 1978 Album Details

Sikandar Khanna
Laxmikant, Pyarelal
Rajendra Krishan
Rishi Kapoor, Moushumi Chatterjee, Ashok Kumar

album songs
Pyar Pardon Me Chhupane Se
Singer : Bhupinder Singh

Pyar Pardon Me Chhupane Se Lyrics

Song Title = Pyar Pardon Me Chhupane Se
Movie/album = Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978)
Singers = Bhupinder Singh
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Laxmikant Pyarelal
Director = Sikandar Khanna

Mp3 Song Lyrics

((Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai
Ye dariya hai jo rokne se
Kaha rukta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai

Aaj tak samjhe hai na
Samjhenge jamane wale
Aaj tak samjhe hai na
Samjhenge jamane wale
Shola e ishq bhujane se
Shola e ishq bhujane se
Kaha bhujta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai

Ishq yaar ki aankho ki
Kasam kha baithe
Ishq yaar ki aankho ki
Kasam kha baithe
Maut bhi samne aaye to
Maut bhi samne aaye to
Kaha jhukta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai
Ye dariya hai jo rokne se
Kaha rukta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Pyar Pardon Me Chhupane Se

Pyar Pardon Me Chhupane Se is a song from Phool Khile Hain Gulshan Gulshan 1978. It is sung by Bhupinder Singh. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Phool Khile Hain Gulshan Gulshan 1978 album song list for more songs and album details.