Pyar Mein Hota Hai Kya Lyrics, Singer & Song Details

Papa Kehte Hain 1996 album cover

Papa Kehte Hain 1996 Album Details

Mahesh Bhatt
None
None
Jugal Hansraj, Mayuri Kango

album songs
Pyar Mein Hota Hai Kya
Singer : Kumar Sanu, Alka Yagnik

Pyar Mein Hota Hai Kya Lyrics

Song Title = Pyar Mein Hota Hai Kya
Movie/Album = PAPA KEHTE HAIN
Singer(s) = Kumar Sanu, Alka Yagnik

Mp3 Song Lyrics

((Pyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaano
Pyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaano
Rehta nahi kyun dil par qaboo
Tu janay ya main jaano

Pyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaano

Gun gun kerta kyun phirta hai
Koi bhawra baghon mein
Gun gun kerta kyun phirta hai
Koi bhawra baghon mein
Kyun hoti hai phool mein khusbo
Tu janay ya main jaano

Pyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaano

Chandni raatein hoon to chakori
Pagal si kyun hoti hain
Chandni raatein hoon to chakori
Pagal si kyun hoti hain
Jungle mein koyal ki ku ku
Tu janay ya main jaano

Jaisay haryaali aur sawan
Jaisay bharka aur badal
Jaisay haryaali aur sawan
Jaisay bharka aur badal
Tere liye main mere liye tu
Tu janay ya main jaano

Pyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaano
Rehta nahi kyun dil par qaboo
Tu janay ya main jaano
Tu janay ya main jaano
Tu janay ya main jaano..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Pyar Mein Hota Hai Kya

Pyar Mein Hota Hai Kya is a song from Papa Kehte Hain 1996. It is sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Papa Kehte Hain 1996 album song list for more songs and album details.