Pyar Kya Hota Hai Lyrics, Singer & Song Details

Ek Kali Muskayee 1968 album cover

Ek Kali Muskayee 1968 Album Details

Vasant Joglekar
Madan Mohan Kohli
Rajendra Krishan
Ashok Kumar, Joy Mukherjee, Meera

album songs
Pyar Kya Hota Hai
Singer : Lata Mangeshkar

Pyar Kya Hota Hai Lyrics

Song Title = Pyar Kya Hota Hai
Song Lyrics Movie = Ek Kali Muskai
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Madan Mohan Kohli
Director = Vasant Joglekar

Mp3 Song Lyrics

((Pyar kya hota hai samjhaye koi
Pyar kya hota hai samjhaye koi
Pyar kya hota hai samjhaye koi
Ban ke gham khar to aaye koi
Ban ke gham khar to aaye koi
Pyar kya hota hai samjhaye koi

Rasta kisliye hum puchte hai
Jabki apni koi manjil hi nahi
Rasta kisliye hum puchte hai
Jabki apni koi manjil hi nahi
Ek thahare huye dariya ki tarah
Jindagi me koi halchal hi nahi
Meri soyi huyi payal ki sada
Na to jage na jagaye koi
Pyar kya hota hai samjhaye koi
Pyar kya hota hai samjhaye koi

Subah se sham bhi ho jati hai
Raat bhi aake gujar jati hai
Subah se sham bhi ho jati hai
Raat bhi aake gujar jati hai
Apne darwaje pe aawaj koi
Bhul kar bhi koi aati nahi hai
Hum jaha hai waha ek muddat se
Na koi aaye na jaye koi

Pyar kya hota hai samjhaye koi
Ban ke gham khar aaye to koi
Pyar kya hota hai samjhaye koi...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pyar Kya Hota Hai

Pyar Kya Hota Hai is a song from Ek Kali Muskayee 1968. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Ek Kali Muskayee 1968 album song list for more songs and album details.