Pyar Kiya Nahi Jata Lyrics, Singer & Song Details

Barkha 1959 album cover

Barkha 1959 Album Details

R. Krishnan, S. Panju
Chitragupta Shrivastava
Rajendra Krishan
Jagdeep, Nanda, Shubha Khote

album songs
Pyar Kiya Nahi Jata
Singer : Mohammad Rafi

Pyar Kiya Nahi Jata Lyrics

Song Lyrics Title = Pyar Kiya Nahi Jata
Song Lyrics Movie = Barkha
Singer = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Chitragupta Shrivastava
Director = R. Krishnan, S. Panju
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan
pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan
pahli pahli na ka aadha matlab hai ha
pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan

ye rat bhi hai kuch aaj garam
mere dilbar ka bhi mizaz garam
ye rat bhi hai kuch aaj garam
mere dilbar ka bhi mizaz garam
haye kya kahna haye kya kahna
husn agar hai garam to
garma garam hai ishk ke arma
pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan
pahli pahli na ka aadha matlab hai ha
pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan

har dil ka katil hai ishk ishk
fir bhi hai manjil ishk ishk
har dil ka katil hai ishk ishk
fir bhi hai manjil ishk ishk
haye ishk ishk haye ishk ishk
ishk agar na ho to
dunia ki mahfil hai viran
pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan
pahli pahli na ka aadha matlab hai ha
pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan

dil aata hai bas ek bar
fir kyu na karle pyar pyar
dil aata hai bas ek bar
fir kyu na karle pyar pyar
bas ek bar haye pyar pyar
are dal ke aankhe aankho me
mujhe pyar se kahde balma
pyar kiya nahi jata ho jata hai meri ja
pahli pahli na ka aadha matlab hai ha
pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan
pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan.))


Posted by : { Anamika Tyagi }

Pyar Kiya Nahi Jata Video

About Pyar Kiya Nahi Jata

Pyar Kiya Nahi Jata is a song from Barkha 1959. It is sung by Mohammad Rafi. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Barkha 1959 album song list for more songs and album details.