Pyar Ki Manzil Lyrics, Singer & Song Details

Ziddi 1964 album cover

Ziddi 1964 Album Details

Pramod Chakravorty
Sachin Dev Burman
Hasrat Jaipuri
Joy Mukherjee, Asha Parekh, Mehmood Ali

album songs
Pyar Ki Manzil
Singer : Mohammed Rafi

Pyar Ki Manzil Lyrics

Song Title = Pyar Ki Manzil
Movie/Album = Ziddi (1964)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Sachin Dev Burman
Director = Pramod Chakravorty

Mp3 Song Lyrics

((Pyar ki manzil mast safar
Tum ho hasin hum hai jawa
Samne tum ho fir bhi hame
Hosh nahi hum hai kaha
Pyar ki manzil mast safar
Tum ho hasin hum hai jawa
Samne tum ho fir bhi hame
Hosh nahi hum hai kaha
Pyar ki manzil

Yuhi sataunga din or rat
Jab tak na dogi tum hatho me hath
Yuhi sataunga din or rat
Jab tak na dogi tum hatho me hath
Ye jidd bhi hai kitni hamko dekhna hai
Pyar ki manzil mast safar
Tum ho hasin hum hai jawa
Samne tum ho fir bhi hame
Hosh nahi hum hai kaha
Pyar ki manzil

Dam se hamare hai tum par bahar
Ahsan mano ji kya tumse pyar
Dam se hamare hai tum par bahar
Ahsan mano ji kya tumse pyar
Jalwe to lahko hai kaun puchta hai
Pyar ki manzil mast safar
Tum ho hasin hum hai jawa
Samne tum ho fir bhi hame
Hosh nahi hum hai kaha
Pyar ki manzil

Mano ya na mano ji tum ho hasi
Aji dil ki bato ka kar lo yaki
Mano ya na mano ji tum ho hasi
Aji dil ki bato ka kar lo yaki
Mere dil ko tere dil se pyar ho gaya hai
Pyar ki manzil mast safar
Tum ho hasin hum hai jawa
Samne tum ho fir bhi hame
Hosh nahi hum hai kaha
Pyar ki manzil.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pyar Ki Manzil

Pyar Ki Manzil is a song from Ziddi 1964. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Ziddi 1964 album song list for more songs and album details.