Pyar Ki Dulhan Lyrics, Singer & Song Details

Zindagi 1964 album cover

Zindagi 1964 Album Details

Ramanand Sagar
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala, Prithviraj Kapoor

album songs
Pyar Ki Dulhan
Singer : Lata Mangeshkar

Pyar Ki Dulhan Lyrics

Song Title = Pyar Ki Dulhan
Movie/Album = Zindagi (1964)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Ramanand Sagar

Mp3 Song Lyrics

((Pyar ki dulhan sada suhagan
Kabhi na widhwa hoye
Jivan maran se upar rishta
Janam janam ka hoye
Pyar ki dulhan sada suhagan
Kabhi na widhwa hoye
Jivan maran se upar rishta
Janam janam ka hoye
Janam janam ka hoye

O chain mere dil ke
Mere ghar ki roshni
Tere to maa ka dudh
Yeh hai aakhiri ghadi
Puchhe agar zamana
Teri maa kidhar gayi
Kehna ke mere baba
Se milne chali gayi
Kehna ke mere baba
Se milne chali gayi

Ab na maa hu main
Kisi ki na bahu na beti
Teri jogan hu tere
Paas chali aati hu
Teri yaado ko liye sath
Chali aati hu
Teri yaado ko liye sath
Chali aati hu..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pyar Ki Dulhan

Pyar Ki Dulhan is a song from Zindagi 1964. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Zindagi 1964 album song list for more songs and album details.