Pyar Ki Aag Mein Lyrics, Singer & Song Details

Ziddi 1964 album cover

Ziddi 1964 Album Details

Pramod Chakravorty
Sachin Dev Burman
None
Joy Mukherjee, Asha Parekh, Mehmood Ali

album songs
Pyar Ki Aag Mein
Singer : Manna Dey

Pyar Ki Aag Mein Lyrics

Song Title = Pyar Ki Aag Mein
Movie/Album = Ziddi (1964)
Singer = Manna Dey
Music Director = S.D. Burman

Mp3 Song Lyrics

((Dunia banane wale sunle meri kahani
roye meri mohabbat tadpe tadpe meri jawani
pyar ki aag me tan badan jal gaya
pyar ki aag me tan badan jal gaya
jane fir kyu jalati hai dunia mujhe
jane fir kyu jalati hai dunia mujhe
pyar ki aag me tan badan jal gaya

me to rota firu badlo ki tarah
thandi aahe bharu paglo ki tarah
me to rota firu badlo ki tarah
are me to rota firu
me to rota firu badlo ki tarah
thandi aahe bharu paglo ki tarah
jane fir kyu, fir kyu
jane fir kyu jalati hai dunia mujhe
pyar ki aag me tan badan jal gaya
pyar ki aag me tan badan jal gaya

bat jab me karu muh se nikle dhua
jal gaya jal gaya mere dil ka jaha
bat jab me karu muh se nikle dhua
bat jab me karu muh se nikle dhua
jal gaya jal gaya mere dil ka jaha
jane fir kyu, fir kyu
satati hai dunia mujhe
pyar ki aag me tan badan jal gaya
pyar ki aag me tan badan jal gaya

ishk mujhko nachata raha hai sada
kya kya sapne dikhata raha hai sada
ishk mujhko nachata raha hai sada
ishk mujhko nachata raha hai sada
kya kya sapne dikhata raha hai sada
jane fir kyu, fir kyu nachati hai dunia mujhe
pyar ki aag me tan badan jal gaya
pyar ki aag me tan badan jal gaya
tan badan jal gaya, tan badan jal gaya..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pyar Ki Aag Mein

Pyar Ki Aag Mein is a song from Ziddi 1964. It is sung by Manna Dey. Lyrics are credited to None. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Ziddi 1964 album song list for more songs and album details.