Pyar Kabhi Kam Na Karna Lyrics, Singer & Song Details

Ek Mutthi Aasmaan 1973 album cover

Ek Mutthi Aasmaan 1973 Album Details

Virendra Sinha
Madan Mohan Kohli
Indeevar
Vijay Arora, Yogeeta Bali, Mehmood

album songs
Pyar Kabhi Kam Na Karna
Singer : Vani Jairam, Kishore Kumar

Pyar Kabhi Kam Na Karna Lyrics

Song Title = Pyar Kabhi Kam Na Karna
Song Lyrics Movie = Ek Mutthi Aasman (1973)
Singer = Vani Jairam, Kishore Kumar
Music By = Madan Mohan
Lyricist = Indeevar

Mp3 Song Lyrics

((pyar kabhi kam na karna sanam
har kami gavwara kar lenge
pyar kabhi kam na karna sanam
har kami gavwara kar lenge
seene se jo tum laga lenge
kanto pe gujara kar lenge
seene se jo tum laga lenge
kanto pe gujara kar lenge
pyar kabhi kam na karna sanam

dil hai to armaa machlenge
dil hai to o ho
dil hai to armaa machlenge
sagar me toofa machlenge
sagar me toofa machlenge
sath agar jo humare raho
toofa ko kinara kar lenge
sath agar jo humare raho
toofa ko kinara kar lenge
pyar kabhi kam na karna sanam

jab se pyar dil me jaga
humne to bas tumko manga
jab se pyar dil me jaga
humne to bas tumko manga
humne to bas tumko manga
tumne agar jo kinara kiya
diya se kinara kar lenge
tumne agar jo kinara kiya
diya se kinara kar lenge..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pyar Kabhi Kam Na Karna

Pyar Kabhi Kam Na Karna is a song from Ek Mutthi Aasmaan 1973. It is sung by Vani Jairam, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Ek Mutthi Aasmaan 1973 album song list for more songs and album details.