Pyar Ka Paras Paas Tumhare Lyrics, Singer & Song Details

Nai Imarat 1981 album cover

Nai Imarat 1981 Album Details

Ram Pahwa
Bappi Lahiri
Indeevar
Brahmachari, Mohan Choti, Jezebel, Ranjeeta Kaur, Keshto Mukherjee, Rakesh Pande

album songs
Pyar Ka Paras Paas Tumhare
Singer : Chandrani Mukherjee, Yesudas

Pyar Ka Paras Paas Tumhare Lyrics

Song Lyrics Title = Pyar Ka Paras Paas Tumhare
Movie/Album = Nai Imarat (1981)
Singers = Chandrani Mukherjee, K. J. Yesudas
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Ram Pahwa

Mp3 Song Lyrics

((Pyar ka paras paas tumhare
Chhuke mujhe tum kanchan kar do
Pyar ka paras paas tumhare
Chhuke mujhe tum kanchan kar do
Registaan hai jeevan hai mera
Registaan hai jeevan hai mera
Roop ka is mein sawan bhar do
Pyar ka paras paas tumhare
Chhuke mujhe tum kanchan kar do

Do moti jo sagar de de
Sagar ka kya ghat jayega
Do taare jo ambar de de
Ambar ka kya ghat jayega
Pyaar ke do pal dekar mujhko
Pyaar ke do pal dekar mujhko
Jeevan van ko chandan kar do
Pyar ka paras paas tumhare
Chhuke mujhe tum kanchan kar do....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pyar Ka Paras Paas Tumhare

Pyar Ka Paras Paas Tumhare is a song from Nai Imarat 1981. It is sung by Chandrani Mukherjee, Yesudas. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Nai Imarat 1981 album song list for more songs and album details.