Pyar Ka Andaz Tum Lyrics, Singer & Song Details

Paandav 1995 album cover

Paandav 1995 Album Details

Raj N Sippy
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Majrooh Sultanpuri
Akshay Kumar, Nandini

album songs
Pyar Ka Andaz Tum
Singer : Devaki Pandit, Udit Narayan

Pyar Ka Andaz Tum Lyrics

Song Title = Pyar Ka Andaz Tum
Movie/Album = Paandav (1995)
Singers =Devaki Pandit, Udit Narayan
Song Lyricists =Majrooh Sultanpuri
Music Composer =Jatin Pandit, Lalit Pandit
Director =Raj N. Sippy
Music Label =Tips Records

Mp3 Song Lyrics

((Pyar ka andaaz tum
Dil ki dhadkan ka raz tum
Pyar ka andaaz tum
Dil ki dhadkan ka raz tum
Saathi mere hamdam mere
Mere ban ja nawaz tum
Chaliye sun to sake mere
Dil ki aawaz tum
Chaliye sun to sake mere
Dil ki aawaz tum
Ho pyar ka andaaz tum

Main hu ghunehgar aapka
Jo saza lo kabul hai
Yahi bahut hai ke tumne mana
Sari chahat vasul hai
Main hu ghunehgar aapka
Jo saza lo kabul hai
Yahi bahut hai ke tumne mana
Sari chahat vasul hai
Ye hui baat khush raho
Ae mere dil nawaz tum
Ye hui baat khush raho
Ae mere dil nawaz tum
Pyar ka andaaz tum

Ye to bata do laga ke dil
Pyar kaise nibhaoge
Janeman aap hi dekh loge
Jab gale se lagaoge
Ye to bata do laga ke dil
Pyar kaise nibhaoge
Janeman aap hi dekh loge
Jab gale se lagaoge
Chhedo jaise bhi dil kahe
Meri chahat ka saz tum
Chhedo jaise bhi dil kahe
Meri chahat ka saz tum
Ho pyar ka andaaz tum
Dil ki dhadkan ka raz tum
Pyar ka andaaz tum
Dil ki dhadkan ka raz tum
Saathi mere hamdam mere
Mere ban ja nawaz tum
Chaliye sun to sake mere
Dil ki aawaz tum
Chaliye sun to sake mere
Dil ki aawaz tum...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Pyar Ka Andaz Tum

Pyar Ka Andaz Tum is a song from Paandav 1995. It is sung by Devaki Pandit, Udit Narayan. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Jatin Pandit, Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Paandav 1995 album song list for more songs and album details.