Pyar Chahiye Mujhe Lyrics, Singer & Song Details

Manokaamnaa 1980 album cover

Manokaamnaa 1980 Album Details

Kedar Kapoor
Bappi Lahiri
Indeevar
Urmila Bhatt, Shail Chaturvedi, Kalpana Iyer

album songs
Pyar Chahiye Mujhe
Singer : Bappi Lahiri

Pyar Chahiye Mujhe Lyrics

Song Title = Pyaar Chaahiye Mujhe
Movie/Album = Manokaamnaa (1980)
Singers = Bappi Lahiri
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Kedar Kapoor

Mp3 Song Lyrics

((pyar chahiye mujhe jine ke liye
tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye
mujhko har ghadi didar chahiye
tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye

rup rang pe marta aaya, sadiyo se ya zamana
mai man ki sundarta dekhu, pyar ka mai diwana
tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye
tufa me baho ki patwar chahiye
tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye

mere siwa tum aur kisi ko dil me na aane dogi
phulo ki to baat hi kya hai, kanto ke sath chalogi
tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye
din raat wafa ka ikarar chahiye
tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye
mujhko har ghadi didar chahiye
tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Pyar Chahiye Mujhe

Pyar Chahiye Mujhe is a song from Manokaamnaa 1980. It is sung by Bappi Lahiri. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Manokaamnaa 1980 album song list for more songs and album details.