Pyaar Zindagi Hai Title Lyrics, Singer & Song Details

Pyaar Zindagi Hai 2001 album cover

Pyaar Zindagi Hai 2001 Album Details

Vijay Sadanah
Bali Brahmbhatt
Sameer
Rajesh Khanna, Mohnish Bahl, Ashima Bhalla

album songs
Pyaar Zindagi Hai Title
Singer : Sonu Nigam, Kavita

Pyaar Zindagi Hai Title Lyrics

Song Title = Pyaar Zindagi Hai (Title)
Movie/album = Pyaar Zindagi Hai (2001)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Bali Brahmbhatt
Director = Vijay Sadanah

Mp3 Song Lyrics

((Jo log mohabbat karte hain
Voh marne se nahin darrte hain
Har zulm sitam voh sehte hain
Phir bhi duniya se kehte hain
Jo log mohabbat karte hain
Voh marne se nahin darrte hain
Har zulm sitam voh sehte hain
Phir bhi duniya se kehte hain
Pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai
O ho pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai

Pyaar hai voh khushboo ka jhonka
Jo saanson ko mahekaaye
Pyaar hai voh khushboo ka jhonka
Jo saanson ko mahekaaye
Pyaar hai voh geeton ki sargam
Jisko har dhadkan gaaye

Pyaar suhaana mausam hai
Pyaar gulon ki laali hai
Pyaar labon ki shabnam hai
Pyaar bina sab khaali hai
Pyaar bekhudi hai, pyaar zindagi hai
Oh pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai
Pyaar kiya laila majnu ne
Pyaar pe voh qurbaan gaye
Pyaar kiya laila majnu ne
Pyaar pe voh qurbaan gaye
Pyaar ke dushman is duniya ko
Deke apni jaan gaye

Pyaar to voh ehsaas hai jo ke
Rooh mein aate utarta hai
Premi mar jaate hai lekin
Pyaar kabhi nahin marta hai
Pyaar bandagi hai, pyaar zindagi hai
Ho pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai

Jo log mohabbat karte hain
Voh marne se nahin darrte hain
Har zulm sitam voh sehte hain
Phir bhi duniya se kehte hain

Jo log mohabbat karte hain
Voh marne se nahin darrte hain
Har zulm sitam voh sehte hain
Phir bhi duniya se kehte hain

Pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai
Ho pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai
Pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai
Pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pyaar Zindagi Hai Title

Pyaar Zindagi Hai Title is a song from Pyaar Zindagi Hai 2001. It is sung by Sonu Nigam, Kavita. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Bali Brahmbhatt. Read the lyrics above and view the Pyaar Zindagi Hai 2001 album song list for more songs and album details.