Pyaar Se Aise Na Humme Lyrics, Singer & Song Details

Mumbai Salsa 2007 album cover

Mumbai Salsa 2007 Album Details

Manoj Tyagi
Adnan Sami
Sameer
Vir Das, Linda Arsenio, Manjari Phadnis, Dilip Thadeshwar

album songs
Pyaar Se Aise Na Humme
Singer : Shaan, Shreya Ghoshal

Pyaar Se Aise Na Humme Lyrics

Song Title = Pyaar Se Aise Na Humme
Movie/Album = Mumbai Salsa (2007)
Singers = Shaan, Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Adnan Sami
Director = Manoj Tyagi

Mp3 Song Lyrics

((Mar jaye

Mar jaye

Pyaar se aise na humme dekho
Pyaar se aise na humme dekho
Ke kahin na hum mar jaye
Ke kahin na hum mar jaye
Jadoo nazro se na chalao, is trah se na muskurao
Ke mohabat na kar jaye, ke kahin na hum mar jaye
Pyaar se aise na humme dekho
Pyaar se aise na humme dekho
Ke kahin na hum mar jaye haaye, ke kahin na hum mar jaye

Yeh ishara jo tune kiya hai, is ishare per sab kuch fida hai
Band hoton ki sargoshiiyan, keh rahi kuch to khamoshiyan
Tehri saaasein hai, tez dhadkan hai, kya batayein hum kaisi uljhan hai
Tehri saaasein hai, tez dhadkan hai, kya batayein hum kya hua
Dil ke shoolon ko yun na bhadkaao
Dil ke shoolon ko yun na bhadkaao
Ke kahin na hum mar jaaye
Ke kahin na hum mar jaaye

Pyaar se aise na humme dekho
Pyaar se aise na humme dekho
Ke kahin na hum haaye mar jaye, mar jaye
Ke kahin na hum mar jaye
Everytime i try to walk away
But love for you just makes me wana stay
I think abt you baby everyday
There’ s so much in my heart i need to say..

Kya hasin dil nashi silsila hai, saath jab se tumhra mila hai
Sabrr jaga hai ehsaas mein, sirf tum ho nayi pyaas mein
Dard doori ka na saha jaye, haal kaissa hai na kaha jaye
Dard doori ka na saha jaye, haal kaissa hai kya pata
Paaas aajao yun na tadpao
Paaas aajao yun na tadpao
Ki kahin na hum mar jaayen
Ki kahin na hum mar jaayen
Jadoo nazro se na chalao, is trah se na muskurao
Ke mohabat na kar jaye, ke kahin na hum mar jaye
Pyaar se aise na humme dekho
Pyaar se aise na humme dekho
Ke kahin na hum mar jaye
Ke kahin na hum mar jaye
Mar jaye, mar jaye....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Pyaar Se Aise Na Humme

Pyaar Se Aise Na Humme is a song from Mumbai Salsa 2007. It is sung by Shaan, Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Adnan Sami. Read the lyrics above and view the Mumbai Salsa 2007 album song list for more songs and album details.