Pyaar Mein Tum Ne Dhoka Lyrics, Singer & Song Details

Shabnam 1949 album cover

Shabnam 1949 Album Details

Bibhuti Mitra
Sachin Dev Burman
Qamar Jalalabadi
Dilip Kumar, Kamini Kaushal

album songs
Pyaar Mein Tum Ne Dhoka
Singer : Mukesh, Shamshad Begum

Pyaar Mein Tum Ne Dhoka Lyrics

Song Title = Pyaar Mein Tum Ne Dhoka
Movie/album = Shabnam (1949)
Singers = Mukesh, Shamshad Begum
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = Bibhuti Mitra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Pyar mein tumne dhokha seekha
Ye to batao kaise
Pyar me tumne dhokha seekha
Ye to batao kaise
Hoye phul se ek bhawre ko
Uda kar maine kaha ke aise

Dil ko jalana sikha tumne
Ye to batao kaise
Dil ko jalana sikha tumne
Ye to batao kaise
Sama pe jalata tha parwana
Maine kaha
Sama pe jalata tha parwana
Maine kaha ke aise

Aji pyar mein tumne dhokha seekha
Ye to batao kaise
Hoye phul se ek bhawre ko
Uda kar maine kaha ke aise

Tum haste ho ham rote hai
Julm ye sikha kaise
Tum haste ho ham rote hai
Julm ye sikha kaise
Hase phul aur roye sabnam
Maine kaha
Hase phul aur roye sabnam
Maine kaha ke aise
Aji pyar mein tumne dhokha seekha
Ye to batao kaise
Hoye phul se ek bhawre ko
Uda kar maine kaha ke aise

Pyar sikha kar chhupna seekha
Ye to batao kaise
Pyar sikha kar chhupna seekha
Ye to batao kaise
Jhalak dikha kar chhup gayi bijli
Maine kaha
Jhalak dikha kar chhup gayi bijli
Maine kaha ke aise
Aji pyar mein tumne dhokha seekha
Ye to batao kaise
Hoye phul se ek bhawre ko
Uda kar maine kaha ke aise.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pyaar Mein Tum Ne Dhoka

Pyaar Mein Tum Ne Dhoka is a song from Shabnam 1949. It is sung by Mukesh, Shamshad Begum. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Shabnam 1949 album song list for more songs and album details.