Pyaar Mein Kabhi Kabhi Lyrics, Singer & Song Details

Chalte Chalte 1976 album cover

Chalte Chalte 1976 Album Details

Sunder Dar
Bappi Lahiri
Amit Khanna
Simi Garewal, Vishal Anand, Nazneen

album songs
Pyaar Mein Kabhi Kabhi
Singer : Shailendra Singh

Pyaar Mein Kabhi Kabhi Lyrics

Song Lyrics Title = Pyar mein Kabhi Kabhi
Song Lyrics Movie = Chalte Chalte 1976
Singer = Shailendra Singh
Song Lyricists = Amit Khanna
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Sunder Dar
Music Label = Polygram

Mp3 Song Lyrics

((Pyar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai
chotisi baat ka fasana ban jaata hai
aaj sajna ka sajni se ho raha saamna
khel hi khel mein dil gaya harna hahn hahn na na
pyar mein kabhi kabhi

Kahene ki nahin baat
magar yeh phir bhi kaheti hoon main
rahne ki nahin jagah koi
phir dil mein raheti hoon mein
jeet kar pyar mein padega harna hahn hahn na na

Nadaan samaj kar tumko dekho
maaj kar diya humne
pyar ki kitab se judaai ka saki
saaf kar diya hamne
yaar ki baat tum kabhi na talna
hahn hahn na na
pyar mein kabhi kabhi aisa ho jata hai..))


Posted by : { Anamika Tyagi }

About Pyaar Mein Kabhi Kabhi

Pyaar Mein Kabhi Kabhi is a song from Chalte Chalte 1976. It is sung by Shailendra Singh. Lyrics are credited to Amit Khanna. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Chalte Chalte 1976 album song list for more songs and album details.