Pyaar Ka Saagar Title Lyrics, Singer & Song Details

Pyaar Ka Saagar 1961 album cover

Pyaar Ka Saagar 1961 Album Details

Devendra Goel
Ravi Shankar Sharma
Prem Dhawan
Rajendra Kumar, Meena Kumari, Madan Puri

album songs
Pyaar Ka Saagar Title
Singer : Asha Bhosle, Mukesh

Pyaar Ka Saagar Title Lyrics

Song Title = Pyaar Ka Saagar (Title)
Movie/album = Pyaar Ka Saagar (1961)
Singers = Asha Bhosle, Mukesh
Song Lyricists = Prem Dhawan
Music Director = Ravi Shankar Sharma
Director = Devendra Goel

Mp3 Song Lyrics

((Pyaar ka saagar dekha hai
Kisi ke chanchal naino mein
Pyaar ka saagar dekha hai
Kisi ke chanchal naino mein
Pyaar ka saagar

Kuchh din se mere dil ki
Dhadkan kyun tej hui jati hai
Kuchh din se mere dil ki
Dhadkan kyun tej hui jati hai
Kya baat hui ke raato ko
Ab nind nahi aati hai
Din pal bhar chain na paye
Pyaar ka saagar dekha hai
Kisi ke chanchal naino mein
Pyaar ka saagar

Fir unse milu kab unse milu
Din raat yahi dil soche
Fir unse milu kab unse milu
Din raat yahi dil soche
Kya unse kahu aur kaise kahu
Bas baat yahi dil soche
Aur soch soch rah jaye
Pyaar ka saagar dekha hai
Kisi ke chanchal naino mein
Pyaar ka saagar dekha hai
Kisi ke chanchal naino mein
Pyaar ka saagar dekha hai
Kisi ke chanchal naino mein.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pyaar Ka Saagar Title

Pyaar Ka Saagar Title is a song from Pyaar Ka Saagar 1961. It is sung by Asha Bhosle, Mukesh. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Pyaar Ka Saagar 1961 album song list for more songs and album details.