Pyaar Hua Chupke Se Lyrics, Singer & Song Details

1942  A Love Story 1993 album cover

1942 A Love Story 1993 Album Details

Vidhu Vinod Chopra
Rahul Dev Burman
Javed Akhtar
Anil Kapoor, Jackie Shroff, Manisha Koirala, Anupam Kher

album songs
Pyaar Hua Chupke Se
Singer : Kavita Krishnamurthy

Pyaar Hua Chupke Se Lyrics

Song Title = Pyaar Hua Chupke Se
Movie/album = 1942 = A Love Story (1994)
Singers = Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Vidhu Vinod Chopra

Mp3 Song Lyrics

((Dil ne kaha chupke se
Yeh kya hua chupke se
Kyon naye lag rahe hein
Yeh dharti gagan meine
Maine pucha to boli yeh pagli pawan
Pyar hua chupke se
Yeh kya hua chupke se
Kyon naye lag rahe hein
Yeh dharti gagan meine
Pucha to boli yeh pagli pawan
Pyar hua chupke se
Yeh kya hua chupke se
Titliyon se suna
Titliyon se suna meine kissa bagh ka
Bagh mein thi ek kalee
Sharmeely unchooee
Ek din manchala bhanwara aa gaya
Khil uthi woh kalee paya roop naya
Pochchti thi kalee
Yeh mujeh kya hua
Phool hansa, chupke se..
Pyar hua chupke se

Meine badal se kabhi
Meine badal se kabhi
Yeh kahani thi sunee
Parvaton ki ek nadee
Milne sagar se chalee
Jhoomti ghoomti, nachtee doltee
Kho gayee apne sagar mein
Ja ke nadee dekhne
Pyar ki aisi jadugari
Chand khila chupke se..
Pyar hua chupke se
Yeh kya hua chupke se
Kyon naye lag rahe hein
Yeh dharti gagan meine
Pucha to boli yeh pagli pawan
Pyar hua chupke se
Yeh kya hua chupke se
Kyon naye lag rahe hein
Yeh dharti gagan meine
Maine pucha to boli yeh pagli pawan.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pyaar Hua Chupke Se

Pyaar Hua Chupke Se is a song from 1942 A Love Story 1993. It is sung by Kavita Krishnamurthy. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the 1942 A Love Story 1993 album song list for more songs and album details.