Purab Disha Se Pardesi Lyrics, Singer & Song Details

Suraj Aur Chanda 1973 album cover

Suraj Aur Chanda 1973 Album Details

T. Madhava Rao
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Sanjeev Kumar, Bindu, Sujit Kumar

album songs
Purab Disha Se Pardesi
Singer : Lata Mangeshkar

Purab Disha Se Pardesi Lyrics

Song Title = Purab Disha Se Pardesi
Movie/album =Suraj Aur Chanda (1973)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = T. Madhava Rao

Mp3 Song Lyrics

((Purab disha se pardeshi aaya
Naino ke raste man me shamaya
Purab disha se pardeshi aaya
Naino ke raste man me shamaya
Man ka wo meet banke pritam ki preet banke
Preet ka geet banke hotho pe aaya
Purab disha se pardeshi aaya
Naino ke raste man me shamaya

Jab se wo aaya nind na aayi
Jab se wo aaya nind na aayi
Nind na aayi to ram duhayi
Sapno me aake mujhe nind se jagaya
Nind se jagaya
Purab disha se pardeshi aaya
Naino ke raste man me shamaya

Jhum ke maine li angadayi
Jhum ke maine li angadayi
Jab sapere ne been bajayi
Nagan pe jane kaisa jadu chalaya
Jadu chalaya
Purab disha se pardeshi aaya
Naino ke raste man me shamaya

Puchho na meri prem kahani
Puchho na meri prem kahani
Ban gayi mai to aisi diwani
Sara jamana uski yad me bhualya
Yad me bhulaya
Purab disha se pardeshi aaya
Naino ke raste man me shamaya
Man ka wo meet banke pritam ki preet banke
Preet ka geet banke hotho pe aaya
Purab disha se pardeshi aaya
Naino ke raste man me shamaya..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Purab Disha Se Pardesi

Purab Disha Se Pardesi is a song from Suraj Aur Chanda 1973. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Suraj Aur Chanda 1973 album song list for more songs and album details.