Prem Ki ho Jai Lyrics, Singer & Song Details

Chandidas 1934 album cover

Chandidas 1934 Album Details

Nitin Bose
Rai Chand Boral
Agha Hashra Kashmiri
K.L. Saigal, Umasashi, Pahadi Sanyal

album songs
Prem Ki ho Jai
Singer : Kundan Lal Saigal, Uma Shashi

Prem Ki ho Jai Lyrics

Song Lyrics Title = Prem Ki Ho Jai
Song Lyrics Movie = Chandidas (1934)
Singers = Kundan Lal Saigal, Pahadi Sanyal, Uma Shashi
Song Lyricists = Agha Hashra Kashmiri
Music Composer = Rai Chand Boral
Director = Nitin Bose
Music Label = Saregama
Starring = K.L. Saigal, Umasashi, Pahadi Sanyal

Mp3 Song Lyrics

((Prem ki ho jai jai
Jeevan hai ab sukhmay
Bhaag o aao jag khoya gan paaya
Prem ki ho jay jai
Jeevan hai ab sukhmay
Bhaag o aao jag khoya dhan paaya

Aasha ke phool khiley
Hirday se hirday miley
Aashaa ke phool khiley
Hirday se hirday miley
Ek hai praan do kaya
Ek hai praan do kaya

Byog ki raat ki bhor bhayi phir
Surya ne deep dikhaya
Byog ki raat ki bhor bhayi phir
Surya ne deep dikhaya

Milan ka shubh din aayaa
Milan ka shubh din aayaa

Prem ne man ki ganga jamuna ko
Sukh sangam pe milaaya
Prem ne man ki ganga jamuna ko
Sukh sangam pe milaaya
Dhany dhany wo rachna jisne
Prem kaa nit gun gaaya
Dhany dhany wo rachna jisne
Prem kaa nit gun gaaya
Prem ki ho jai jai
Jeevan hai ab sukhmay
Bhaag o aao jag khoya dhan paaya..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Prem Ki ho Jai

Prem Ki ho Jai is a song from Chandidas 1934. It is sung by Kundan Lal Saigal, Uma Shashi. Lyrics are credited to Agha Hashra Kashmiri. Music information: Rai Chand Boral. Read the lyrics above and view the Chandidas 1934 album song list for more songs and album details.