Prem Ki Varsha Lyrics, Singer & Song Details

Agni Varsha 2002 album cover

Agni Varsha 2002 Album Details

Arjun Sajnani
Sandesh Shandilya
Javed Akhtar
Amitabh Bachchan, Jackie Shroff, Nagarjuna, Raveena Tandon

album songs
Prem Ki Varsha
Singer : Alka Yagnik

Prem Ki Varsha Lyrics

Song Lyrics = Prem Ki Varsha
Movie/Album Name = AGNI VARSHA 2002
Singer = Alka Yagnik
Lyricist = Javed Akhtar
Music Director = Sandesh Shandilya
Film Director = Arjun Sajnani


Mp3 Song Lyrics


((aisi hui hai prem ki varsha aisi hui hai prem ki varsha
tanmann tere tanmann mere antar ghat tak dhul se gaye hai
sapno ke sagar mein jaise tanmann tere tanmann mere
dub gaye hai ghul se gaye hai aisi hui hai prem ki varsha

palko par jalte hai diye se palko par jalte hai diye se
naino mein teri preet saji hai palko par jalte hai diye se
naino mein teri preet saji hai phul se halka tan hai mera
janmo ki jo pyaas bujhi hai tut gaye hai saare bandhan
tut gaye hai saare bandhan tanmann tere tanmann mere
yu lagta hai khul se gaye hai aisi hui hai prem ki varsha

chaand nagar tak jo le jaaye ha chaand nagar tak jo le jaaye
prem hi t wo pag dandi hai chaand nagar tak jo le jaye
prem hi t wo pag dandi hai main yu tere sang chali to
laaj hi pichhe chhut gayi hai laaj nadi par preet ka pool hai
laaj nadi par preet ka pool hai tanmann tere tanmann mere
nadiya paar is pul se gaye hai.. ))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Prem Ki Varsha Video

About Prem Ki Varsha

Prem Ki Varsha is a song from Agni Varsha 2002. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Sandesh Shandilya. Read the lyrics above and view the Agni Varsha 2002 album song list for more songs and album details.