Prem Ke Ye Bas Dhai Lyrics, Singer & Song Details

Aaja Sanam 1992 Album Details
K. Pappu
Arun Paudwal
Raja Mehdi Ali Khan
Avinash Wadhavan, Chandni, Sabeeha, Tanuja, Anupam Kher
Prem Ke Ye Bas Dhai Lyrics
Song Lyrics Title = Prem Ke Ye Bas Dhai Akshar
Song Lyrics Movie = Aaja Sanam (1992)
Singer(s) = Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva
Music By = Arun Paudwal
Lyricist(s) = Rani Malik
mp3 songs
Prem ke bas ye dhai akshar - 2
Par hai bade nirale
Marke bhi wo amar hai jisne - 2
Rog dilo ke pale
O rabba ishk di hove khair - 2
Rabba ishk di hove khair
Prem ke bas ye dhai akshar - 2
Par hai bade nirale
Mar ke bhi wo amar hai jisne - 2
Rog dilo ke pale
Kahte hai is jag me jo bhi
Prem ka rog lagaye - (2)
Yaar hi yaar dikhe usko
Koi or nazar na aaye
Prem hi odhe prem bichaye - 2
Prem ke jo matwale
Marke bhi wo amar hai jisne - 2
Rog dilo ke pale
O rabba ishk di hove khair - 2
Rabba ishk di hove khair..
Posted by : {Anamika Tyagi}