Prem Jaal Me Phas Gayi Lyrics, Singer & Song Details

Jis Desh Mein Ganga Rehta hai 2000 album cover

Jis Desh Mein Ganga Rehta hai 2000 Album Details

Mahesh Manjrekar
Anand Raj Anand
Dev Kohli, Praveen Bhardwaj
Govinda, Sonali Bendre, Rinke Khanna

album songs
Prem Jaal Me Phas Gayi
Singer : Anuradha Sriram, Suman

Prem Jaal Me Phas Gayi Lyrics

Song Title = Prem Jaal Me Phas Gayi
Movie/Album = Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000)
Singers = Anuradha Sriram, Suman Shridhar
Song Lyricists = Dev Kohli, Praveen Bhardwaj
Music Composer = Anand Raj Anand
Director = Mahesh Manjrekar

Mp3 Song Lyrics

((Prem jal me phas gayee mai toh, prem taal pe nach pahi mai

toh
Prem nagar me ho gayee meree sham
Prem jal me phas gayee mai toh, prem taal pe nach pahi mai

toh
Prem nagar me ho gayee meree sham
Prem taal ka deke theka, prem jal pe maine phenka
Aage jo bhalee kare ram haiyya haiyya haiyya....

Arre prem jal me phas gayee tu toh, prem taal pe nach pahi tu

toh
Prem nagar me ho gayee teree sham
Prem taal ka deke theka, prem jal maine hee phenka
Bhalee karenge teree ram haiyya haiyya haiyya.....

Phir tikhee hai re najariya, mai ho gayee re banwariya
Phir tikhee hai re najariya, mai ho gayee re banwariya
Tu tham le mujhko aakar, ban ja meraa sanwariya
Arre kya samjha hai tune mujhko, kar na diya pagal jo tujhko
Badal diye ranee tu meraa nam
Arre prem taal ka deke theka, prem jal maine hee phenka
Bhalee karenge teree ram haiyya haiyya haiyya......
Aah aah aah, aah aah aah........

Tere naina huye sarabee, meree badh gayee hai betabee
Tere naina huye sarabee, meree badh gayee hai betabee
Tere rup kee gagar chhalakee, meree ho gayee sham gulabee
Mai divani ho gayee abb toh, tham le mujhko chhod de sabko
Bas itna sa kar de meraa kam
Arre prem taal ka deke theka, prem jal maine hee phenka
Bhalee karenge teree ram haiyya haiyya haiyya.......

Prem jaal me phas gayee mai toh, prem taal pe nach pahi mai

toh
Prem nagar me ho gayee meree sham
Prem taal ka deke theka, prem jal pe maine phenka
Aage jo bhalee kare ram haiyya haiyya haiyya.
Haiyya haiyya haiyya......))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Prem Jaal Me Phas Gayi

Prem Jaal Me Phas Gayi is a song from Jis Desh Mein Ganga Rehta hai 2000. It is sung by Anuradha Sriram, Suman. Lyrics are credited to Dev Kohli, Praveen Bhardwaj. Music information: Anand Raj Anand. Read the lyrics above and view the Jis Desh Mein Ganga Rehta hai 2000 album song list for more songs and album details.