Prem Hai Kya Ek Aansoon Lyrics, Singer & Song Details

Prem Kahani 1975 album cover

Prem Kahani 1975 Album Details

Raj Khosla
Laxmikant, Pyarelal
Qamar Jalalabadi
Rajesh Khanna, Shashi Kapoor, Mumtaz

album songs
Prem Hai Kya Ek Aansoon
Singer : Mohammed Rafi

Prem Hai Kya Ek Aansoon Lyrics

Song Title = Prem Hai Kya Ek Aansoon
Movie/album = Prem Kahani (1975)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Raj Khosla

Mp3 Song Lyrics

((Prem hai kya
Prem hai kya ek aasu ek katra
Jisme sagar dub gaye dub gaye dub gaye
Prem hai kya ek aasu ek katra
Jisme sagar dub gaye dub gaye dub gaye

Premi fir bhi milne ka
Mauka dhundh lete hai
Premi fir bhi milne ka
Mauka dhundh lete hai
Unchi diwaro ke jharokha dhund lete hai
Premi fir bhi milne ka
Mauka dhundh lete hai
Jamana deewana na jana
Prem hai kya
Prem hai kya ek jadu ek parda
Jiske piche bhed chupe bhed chupe
Prem hai kya ek aasu ek katra
Jisme sagar dub gaye dub gaye dub gaye

Gori ke hotho pe hai prem ki paheliya
Gori ke hotho pe hai prem ki paheliya
Gori ka pritam jane ya jane saheliya
Gori ke hotho pe hai prem ki paheliya
Kare kya sune kya kahe kya
Preet hai kya
Haye preet hai kya ek barkha ek barsa
Jo barse to aag lage aag lage aag lage
Prem hai kya ek aasu ek katra
Jisme sagar dub gaye dub gaye dub gaye
Dub gaye dub gaye
Dub gaye dub gaye.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Prem Hai Kya Ek Aansoon

Prem Hai Kya Ek Aansoon is a song from Prem Kahani 1975. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Prem Kahani 1975 album song list for more songs and album details.