Prem Deewane Title Song Lyrics, Singer & Song Details

Prem Deewane 1992 album cover

Prem Deewane 1992 Album Details

Sachin Pilgaonkar
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jackie Shroff, Madhuri Dixit, Vivek Mushran, Pooja Bhatt

album songs
Prem Deewane Title Song
Singer : Manhar Udhas, Kavita

Prem Deewane Title Song Lyrics

Song Title = Prem Deewane (Title)
Movie/album = Prem Deewane (1992)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Manhar Udhas
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal

Mp3 Song Lyrics

((Deepak patange phool or bhawre
Deepak patange phool or bhawre
Tere mere se lakho hazaro
Kitne na jane ho kitne na jane prem deewane
Deepak patange phool or bhawre
Deepak patange phool or bhawre
Tere mere se lakho hazaro
Kitne na jane ho kitne na jane prem deewane
Deepak patange phool or bhawre
Deepak patange phool or bhawre

Koi chakori koi hai chanda
Koi chakori koi hai chanda
Koi chakori koi hai chanda
Koi chakori koi hai chanda
Ye prem ye prem sab ke gale ka fanda
Hamne sune ai kitne fasane
Uff kaise kaise aaye gaye hai
Premi ko rone ho prem ko rone
Prem deewane
Deepak patange phool or bhawre
Deepak patange phool or bhawre

Sabko khabar kya ye prem kya hai
Ye prem kya hai
Sabko khabar kya ye prem kya hai
Ye prem kya hai
Hamne kiya hai hamne kiya hai
Hamko pata hai hamko pata hai
Hamko pata hai
Ha pagal jamana ab tak na jana
Akhir shama pe jal jate hai kyu
Ye parwane ho ye parwane prem deewane
Deepak patange phool or bhawre
Deepak patange phool or bhawre

Ek dusre me khoye rahe hum
Jage hue bhi soye rahe hum
Ek dusre me khoye rahe hum
Jage hue bhi soye rahe hum
Kab chand nikla
Kab chand duba
Hamko pata kya sare jaha se
Hum begane ho ham begane prem deewane
Deepak patenge phool or bhawre
Tere mere se lakho hazaro
Kitne na jane ho kitne na jane prem deewane
Prem diwane prem deewane
Prem diwane prem deewane.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Prem Deewane Title Song

Prem Deewane Title Song is a song from Prem Deewane 1992. It is sung by Manhar Udhas, Kavita. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Prem Deewane 1992 album song list for more songs and album details.