Preet Sataaye Teri Lyrics, Singer & Song Details

Lal Kunwar 1952 album cover

Lal Kunwar 1952 Album Details

Ravindra Dave
Sachin Dev Burman
Sahir Ludhianvi
Nasir Khan, Suraiya, P. Jairaj

album songs
Preet Sataaye Teri
Singer : Suraiya

Preet Sataaye Teri Lyrics

Song Title= Preet Sataaye Teri
Movie/album = Lal Kunwar (1952)
Singers = Suraiya
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = Ravindra Dave
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Preet sataaye teri
Yaad na jaaye teri
Dil deke gham le liya
Ho o o
Dil deke gham le liya
Preet sataaye teri
Yaad na jaaye teri
Dil deke gham le liya
Ho o o
Dil deke gham le liya

Zehar bhari yeh kaisi baji shehnaayi
Thes jiya pe laagi aankh bhar aayi
Zehar bhari yeh kaisi baji shehnaayi
Thes jiya pe laagi aankh bhar aayi
Aa re balam tere gham ki duhaayi
Dil deke gham le liya
Preet sataaye teri
Yaad na jaaye teri
Dil deke gham le liya
Ho o o
Dil deke gham le liya

Roothe naseebon ko kaise manaayein
Chhota sa dil aur laakhon balaayen
Roothe naseebon ko kaise manaayein
Chhota sa dil aur laakhon balaayein
Ghut ke ghamon se kahin
Mar hi na jaayen
Dil deke gham le liya
Preet sataaye teri
Yaad na jaaye teri
Dil deke gham le liya
Ho o o
Dil deke gham le liya.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Preet Sataaye Teri

Preet Sataaye Teri is a song from Lal Kunwar 1952. It is sung by Suraiya. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Lal Kunwar 1952 album song list for more songs and album details.