Poochhungi Ek Din Lyrics, Singer & Song Details

Barkha 1959 album cover

Barkha 1959 Album Details

R. Krishnan, S. Panju
Chitragupta Shrivastava
Rajendra Krishan
Jagdeep, Nanda, Shubha Khote

album songs
Poochhungi Ek Din
Singer : Lata Mangeshkar

Poochhungi Ek Din Lyrics

Song Title = Poochhungi Ek Din
Movie/album = Barkha (1959)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Chitragupta Shrivastava
Director = R. Krishnan, S. Panju
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Poochhungi ek din pichhle pahar mein
Soye hue chand taro se
Mohe batao kyu khafa ho
Nindiya bhi kismat ke mari se

Kab tak gujare ro ro ke din yu
Aankho hi aankho mein rate
Kab tak gujare ro ro ke din yu
Aankho hi aankho mein rate
Tum bhi sirato so jate ho phir
Kisse kare ji ki bate
Rakhu naa ji main keh bhi do tumko
Shikwa hai kyaa dil haari se

Poochhungi ek din pichhle pahar mein
Soye hue chand taro se
Mohe batao kyu khafa ho
Nindiya bhi kismat ke mari se

Itana bata do kab rang layengi
Najloom ki be jubani
Itana bata do kab rang layengi
Najloom ki be jubani
Likhte rahenge kab tak hamari
Ashko se apni kahani
Badlega kis din mausam khuda ka
Khelenge hum sab baharo se

Poochhungi ek din pichhle pahar mein
Soye hue chand taro se
Mohe batao kyu khafa ho
Nindiya bhi kismat ke mari se..))


Posted by : { Anamika Tyagi }

Poochhungi Ek Din Video

About Poochhungi Ek Din

Poochhungi Ek Din is a song from Barkha 1959. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Barkha 1959 album song list for more songs and album details.