Poochho Na Kya Hoti Hai Lyrics, Singer & Song Details

Nigehbaan 2005 album cover

Nigehbaan 2005 Album Details

Dilip Shankar
Himesh Reshammiya
Sameer
Sameer Dharmadhikari, Sandali Sinha, Sayaji Shinde

album songs
Poochho Na Kya Hoti Hai
Singer : Pankaj Udhas

Poochho Na Kya Hoti Hai Lyrics

Song Title = Poochho Na Kya Hoti Hai
Movie/album = Nigehbaan 2005
Singer(s) = Pankaj Udhas
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = Dilip Shankar

Mp3 Song Lyrics

((puchho naa kya hotee hain dil kee lagee
aag bhee thandee lage, barf bhee jalane lage
woh kadam jo ruke, raah bhee chalane lage ho kya kehna

sanam teree meree najar takraayee thee
dilo mai anjaanee bekhudee chhaayee thee
woh tanhaayee ke pal woh barsaato ke din
woh bechainee waale mulaakaato ke din
woh teraa milke sharmaana, woh meree ghabraayee aankhe
woh chahat ke gulbutto se, mehakatee dono kee saanse kya kehna
puchho naa kya hotee hain dil kee lagee

pyaar bhee karte the, gila bhee karte the
khafa bhee rehte the, nila bhee karte the
yeh waada karte the, kabhee naa ruthenge
wafaa ke dhaage hain, kabhee naa tutenge
bada mujhako tadpaatee hain, abb toh bas yaade aatee hain
mujhko rulaake jeatee hain kya kehna
puchho naa kya hotee hain dil kee lagee ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Poochho Na Kya Hoti Hai

Poochho Na Kya Hoti Hai is a song from Nigehbaan 2005. It is sung by Pankaj Udhas. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Nigehbaan 2005 album song list for more songs and album details.