Piya Milan Ko Janewali Lyrics, Singer & Song Details

Dev Kanya 1946 album cover

Dev Kanya 1946 Album Details

Dhirubhai Desai
S. N. Tripathi
B.D. Mishra
Leela Desai, Leela Chitnis, Ulhas

album songs
Piya Milan Ko Janewali
Singer : Amirbai

Piya Milan Ko Janewali Lyrics

Song Lyrics = Piya Milan Ko Janewale
Movie or Album = Dev Kanya 1946
Singer(s) = Amirbai
Music By = S N Tripathi
Lyricist = B.D. Mishra

Mp3 Song Lyrics

((piyaa-milan Ko Jaane Waali
sambhal-sambhal Kar Chal) - 2
sambhal-sambhal - 4
piyaa-milan Ko Jaane Waali
sambhal-sambhal Kar Chal

ghuungat Khol Kali Samajhaati
prit Nagariya Duur
tera Saanwariya
bula Raha Hai
kahaan-kahaan Phir Duur
duur Nahin
duur Nahin Ab Tere Piya Ka
sundar Rang-mahal
sambhal-sambhal - 4
piyaa-milan Ko Jaane Waali
sambhal-sambhal Kar Chal

aandhi Aayi
aandhi Aayi Kya Ghabaraana
tujhako Des Piya Ke Jaana
na Dar
na Dar In Kaanton Pe Badhati Chal
dekh Ke Baadal Nahin Machal
nahin Hota Yuun Man Bekal
haath Mein Mehandi Lagi
lagaaya Nainon Mein Kaajal
sambhal-sambhal - 4
piyaa-milan Ko Jaane Waali
sambhal-sambhal Kar Chal

uthi Ghata Ghanaghor
tera Naach Utha Man-mor - 2
pritam Aaye Aaj Milan Ka
aaya Hai Tyohaar
(saja Aarati Kiratan Ga
aur Pahana De Tu Haar) - 2
aayi Thi Khil Gaya Saloni
tera Hiraday Kamal
ab Sang Piya Ke Chal
sambhal-sambhal - 4
piyaa-milan Ko Jaane Waali
sambhal-sambhal Kar Chal ..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Piya Milan Ko Janewali

Piya Milan Ko Janewali is a song from Dev Kanya 1946. It is sung by Amirbai. Lyrics are credited to B.D. Mishra. Music information: S. N. Tripathi. Read the lyrics above and view the Dev Kanya 1946 album song list for more songs and album details.