Pitah Se Hai Naam Tera Lyrics, Singer & Song Details

Boss 2013 album cover

Boss 2013 Album Details

Anthony D Souza
Meet Bros Anjan Ankit
Sahil Kaushal
Akshay Kumar, Mithun Chakraborty, Ronit Roy, Shiv Pandit, Sonakshi Sinha

album songs
Pitah Se Hai Naam Tera
Singer : Sonu Nigam, Meet Bros Anjan

Pitah Se Hai Naam Tera Lyrics

Song lyrics title = Pitah Se Hai Naam
Song lyrics movie = Boss 2013
Singer = Sonu Nigam, Meet Bros Anjan Ankit
Lyrics = Sahil Kaushal
Music = Meet Bros Anjan Ankit

Mp3 Song Lyrics

((Pitah se hai naam tera
Pita pehchan teri
Jiye jis sahare pe too
Pita se wo saans mili
Hai pitah, rab tera

Ishwar, Allah jitne bhi Rab hain
Nur tera tujh me hi sab hai
Ho Ishwar, Allah jitne bhi Rab hain
Nur tera tujh me hi sab hai

Rab hai, hai
Tu hi sab hai, hai
Tu hi sab hai, hai

Pitah ka mol hai kya
Paas reh ke jaana nahin
Pyar pitah se karoon
Yeh keh na paya kabhi
Hai pita sab tera

Ishwar, Allah jitne bhi Rab hain
Nur tera tujh me hi sab hai
Ho Ishwar, Allah jitne bhi Rab hain
Nur tera tujh me hi sab hai

Pitah ke aashirvad se
Tune sab kuch paya hai
Kya lekar tu aaya jag mein
Aur kya tune kamaaya hai
Aur kya tune kamaaya hai

Pita ka rutba sabse uncha
Rab ke roop samaan hai
Pitah ki ungli thaam ke chalo to
Raasta bhi aasan hai
Pita ka saya sir pe ho to
Kadmo mein aakash hai
Pitah hai poonji kho jaaye to
Phir kya tere paas hai

Pitah bina na hasti teri
Na koi tera thikana hai
Pita ke naam se aana jag mein
Pita ke naam se jana hai
Pita ke naam se jana hai

Ishwar, Allah jitne bhi Rab hain
Nur tera tujh me hi sab hai
Ho Ishwar, Allah jitne bhi Rab hain
Nur tera tujh me hi sab hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pitah Se Hai Naam Tera

Pitah Se Hai Naam Tera is a song from Boss 2013. It is sung by Sonu Nigam, Meet Bros Anjan. Lyrics are credited to Sahil Kaushal. Music information: Meet Bros Anjan Ankit. Read the lyrics above and view the Boss 2013 album song list for more songs and album details.