Pilaai Tune O Saaqiya Lyrics, Singer & Song Details

Sikandar E Azam 1965 album cover

Sikandar E Azam 1965 Album Details

HansRaj Behl
Hansraj Behl
Rajendra Krishan
Prithviraj Kapoor, Dara Singh Randhawa, Premnath, Mumtaz, Prem Chopra

album songs
Pilaai Tune O Saaqiya
Singer : Asha Bhosle

Pilaai Tune O Saaqiya Lyrics

Song Title = Pilaai Tune O Saaqiya
Movie/album = Sikandar E Azam (1965)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Hansraj Behl
Director = HansRaj Behl

Mp3 Song Lyrics

((Pilayi tune o sakiya
To mai sarab pi gayi
Meri khata maf kar
Mai behisb pi gayi
Pilayi tune o sakiya
To mai sarab pi gayi
Meri khata maf kar
Mai behisb pi gayi
Pilayi tune o sakiya
To mai sarab pi gayi

Isi najariye se kah diya hai
Ke aaj tu aftab ho ja
Chaman chaman ki bahar ban ja
Kali kali ka sabab hoja
Kali kali ka sabab hoja
Mai ek jarra thi khak ka
Yu aftab pi gayi
Meri khata maf kar
Mai behisb pi gayi
Pilayi tune o sakiya
To mai sarab pi gayi

Kaha se lake nasib ne mujhko bhi
Waha pe mujhko bitha diya hai
Wo hoth jin par udasiya thi
Unhe bhi hasna sikha diya hai
Unhe bhi hasna sikha diya hai
Pyar ka jam jab mila
To janab mai pi gayi
Meri khata maf kar
Mai behisb pi gayi
Pilayi tune o sakiya
To mai sarab pi gayi

Kisi ne dekha hai aj mujhko
Kuch is tarh pyar ki najar se
Fiza ke mausam me jaise aake
Kahi se ubhare bahar barse
Kahi se ubhare bahar barse
Achi lage kisi ya kharab
Mai pi gayi
Meri khata maf kar
Mai behisb pi gayi
Pilayi tune o sakiya
To mai sarab pi gayi

Pilayi tune o sakiya
To mai sarab pi gayi
Meri khata maf kar
Mai behisb pi gayi
Pilayi tune o sakiya
To mai sarab pi gayi
Meri khata maf kar
Mai behisb pi gayi
Pilayi tune o sakiya
To mai sarab pi gayi

Pi gayi pi gayi mai sarab pi gayi.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Pilaai Tune O Saaqiya

Pilaai Tune O Saaqiya is a song from Sikandar E Azam 1965. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Hansraj Behl. Read the lyrics above and view the Sikandar E Azam 1965 album song list for more songs and album details.