Phoomati Ka Gajra Lyrics, Singer & Song Details

Krodhi 1981 album cover

Krodhi 1981 Album Details

Subhash Ghai
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Dharmendra, Shashi Kapoor, Zeenat Aman, Hema Malini, Pran, Sachin, Ranjeeta Kaur

album songs
Phoomati Ka Gajra
Singer : Asha Bhosle

Phoomati Ka Gajra Lyrics

Song Title = Phoolmati Ka Gajra
Movie/Album = Krodhi (1981)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Subhash Ghai
Music Label = Shemaroo Entertainment

Mp3 Song Lyrics

((phulvati haye haye phulvati haye haye phulvati haye haye haye
phulvati ka gajra na pahna ho aisa to koi sheher me nahi
phulvati haye haye phulvati haye haye
phulvati ka gajra na pahna ho aisa to koi sahar me nahi
kabhi na kabhi kahi na kahi chori se
jisne phulvati ka mujra na dekha ho
aisa to koi nagar me nahi phulvati haye haye phulvati
phulvati ka gajra na pehna ho aisa to koi sheher me nahi

inse millo ab inse millo inse millo ab inse millo
inse millo ye hai dhram ke thakedar
ek roj raat dhale faand ke diwaar
mere paas aaye mere leke sone ka haar
maine kaha tum to ho shadi shuda yaar
kehne lage ye biwi hamari kehne lage ye biwi hamari
mayake gayi aji ghar me nahi phulvati haye haye phulvati
phulvati ka gajra na pehna ho aisa to koi sheher me nahi

kis kis ka naam lu ji sab hai yaha
kis kis ka naam lu ji sab hai yaha
ab ye na pucho kab or kaha chhup ke mile mujhse jo nojawa
chhup ke mile mujhse jo nojawa samil hai in me ye budhe miya
muh me nahi ek daat inke muh me nahi ek daat inke
ek baal bhi in ke sir pe nahi phulvati haye haye phulvati
phulvati ka gajra na pehna ho aisa to koi sheher me nahi

meri garibi hai mera kasur meri garibi hai mera kasur
jo chahe mujhko kahlo hazur kar do mere dil ko chur chur
kar do mere dil ko chur chur par apne dil me bhi jhako jarur
tum sab ke dil me jitna zahar hai itna zahar to zahar me nahi
phulvati haye haye phulvati
phulvati ka gajra na pehna ho aisa to koi sheher me nahi
phulvati ka mujra na dekha ho aisa to koi nagar me nahi
phulvati haye haye phulvati phulvati phulvati haye haye ....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Phoomati Ka Gajra

Phoomati Ka Gajra is a song from Krodhi 1981. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Krodhi 1981 album song list for more songs and album details.