Phoolon Pe Nikhar Hai Lyrics, Singer & Song Details

Chand Mere Aja 1960 album cover

Chand Mere Aja 1960 Album Details

Ram Daryani
Chitragupta Shrivastava
Prem Dhawan
Bharat Bhushan, Jeevan, Nanda

album songs
Phoolon Pe Nikhar Hai
Singer : Lata Mangeshkar

Phoolon Pe Nikhar Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Phoolon Pe Nikhar Hai
Song Lyrics Movie = Chand Mere Aaj (1960)
Singer = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Prem Dhawan
Music Director = Chitragupta Shrivastava
Director = Ram Daryani
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((phoolon pe nikhaar hai
bahaar pe bahaar hai
aaja kasam tohe pyaar se
ho
phoolon pe nikhaar hai
bahaar pe bahaar hai
aaja kasam tohe pyaar se

tere liye laayi sainyaa geet main suhaani
tere liye laayi sainyaa geet main suhaani
ghar se main aayi karke laakh bahaane
man me hai chaahen teri
dekhoon main raahen teri
zulmi ghadi hai intezaar ki
ho
phoolon pe nikhaar hai
bahaar pe bahaar hai
aaja kasam tohe pyaar se

banke joganiyaa main aayi tere dwaare
banke joganiyaa main aayi tere dwaare
dil bhi lutaayaa maine nainaa bhi haare
sun le kahaani meri
main hoon deewani teri
kabse nazar ko nichaar ke
ho
phoolon pe nikhaar hai
bahaar pe bahaar hai
aaja kasam tohe pyaar se

man meraa bole piyaa aayegaa tu aayegaa
man meraa bole piyaa aayegaa tu aayegaa
laayegaa bahaaren meri duniya sajaayegaa
dil me tasweer teri tu hai taqdeer meri
maine to baazi saari haar di
ho
phoolon pe nikhaar hai
bahaar pe bahaar hai
aaja kasam tohe pyaar se
ho
phoolon pe nikhaar hai
bahaar pe bahaar hai
aaja kasam tohe pyaar se..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Phoolon Pe Nikhar Hai

Phoolon Pe Nikhar Hai is a song from Chand Mere Aja 1960. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Chand Mere Aja 1960 album song list for more songs and album details.