Phoolon Men Nazar Yeh Kaun Lyrics, Singer & Song Details

Hamjoli 1946 album cover

Hamjoli 1946 Album Details

Ismail Memon, Lukman
Hafiz Khan
Anjum Pilibhiti
Noorjahan Zahoor Raja, Jairaj, Agha, Mukri, Jillo, Gulam Mohd

album songs
Phoolon Men Nazar Yeh Kaun
Singer : Noor Jehan

Phoolon Men Nazar Yeh Kaun Lyrics

Song Title = Phoolon Men Nazar Yeh Kaun
Movie/album = Hamjoli (1946)
Singers = Noor Jehan
Song Lyricists = Anjum Pilibhiti
Music Composer = Hafiz Khan
Director = Ismail Memon, Lukman
Music Label = Columbia Records

Mp3 Song Lyrics

((Phoolo mein nazar yeh
Kaun aaya kaun aaya
Phoolo mein nazar yeh
Kaun aaya kaun aaya
Bholepan se aankh mein
Aa kar dil mein jo muskaaya
Kaun aaya
Bholepan se aankh mein
Aa kar dil mein jo muskaaya
Kaun aaya
Phoolo mein nazar yeh
Kaun aaya kaun aaya

Jaane nazar mein kya tha jaadu
Dil pe nahi jo apna kaabu u
Jaane nazar mein kya tha jaadu
Dil pe nahi jo apna kaabu
Hosh itna sa nahi ke
Hosh itna sa nahi ke
Saraa hosh gawaya kaun aaya
Hosh itna sa nahi ke
Saraa hosh gawaya kaun aaya
Phoolo mein nazar yeh
Kaun aaya kaun aaya

Kisne dikhaa ke mukhda sundar ar
Bhar di bijliyaan dil ke andar
Kis ne dikhaa ke mukhda sundar
Bhar di bijliyaan dil ke andar
Chain nahi ab haaye man ko
Chain nahi ab haaye man ko
Kya zamana aaya kaun aaya
Chain nahi ab haaye man ko
Kya zamana aaya kaun aaya
Phoolo mein nazar yeh
Kaun aaya kaun aaya
Phoolo mein nazar yeh
Kaun aaya kaun aaya...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Phoolon Men Nazar Yeh Kaun

Phoolon Men Nazar Yeh Kaun is a song from Hamjoli 1946. It is sung by Noor Jehan. Lyrics are credited to Anjum Pilibhiti. Music information: Hafiz Khan. Read the lyrics above and view the Hamjoli 1946 album song list for more songs and album details.