Phool Ki Patti Sa Tan Iska Lyrics, Singer & Song Details

Muskurahat 1992 album cover

Muskurahat 1992 Album Details

Priyadarshan
Raamlaxman
Suraj Sanim
Jay Mehta, Revathi, Amrish Puri, Anil Dhawan, Jagdeep, Annu Kapoor, Sharat Saxen

album songs
Phool Ki Patti Sa Tan Iska
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Phool Ki Patti Sa Tan Iska Lyrics

Song Title = Phool Ki Patti Sa Tan
Movie/Album = Muskurahat (1992)
Singers = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Suraj Sanim
Music Composer = Raamlaxman (Vijay Patil)
Director = Priyadarshan

Mp3 Song Lyrics

((Ladki badi ladaki hai
Dhara singh ki aunty hai
Chh chako ko diya hara
Karegi ham sab ka bala
Maine aisa to nahi kiya
Phool ki patti sa tan iska
Shisha se ujhala hai mann iska
Barkha bankar baras gayi
Hay ladki dil lut gayi
Phool ki patti sa tan iska
Shisha se ujhala hai mann iska
Barkha bankar baras gayi
Hey ladki dil lut gayi

Tujhpar najar padi kaam gaya usdin
Jaan bhi jayegi lagta hai
Tu aayi to jina ek toofan ho gaya
Tu aayi to marna bhi aasan ho gaya
Hey barkha bankar baras gayi
Ha ladki haye dil lut gayi

Phool nahi kad ka hai iska badan
Sui se bhi thikhi hai iski chuban
Dhire dhire dil mera viran ho gaya
Ghar se beghar hone ka saman ho gaya
Barkha bankar baras gayi
Ladki haye dil lut gayi
Phool ki patti sa tan iska
Shisha se ujhala hai mann iska
Phool ki patti sa tan iska
Shisha se ujhala hai mann iska
Phool ki patti sa tan iska
Shisha se ujhala hai mann iska...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Phool Ki Patti Sa Tan Iska

Phool Ki Patti Sa Tan Iska is a song from Muskurahat 1992. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Suraj Sanim. Music information: Raamlaxman. Read the lyrics above and view the Muskurahat 1992 album song list for more songs and album details.