Phool Ka Shabab Kya Lyrics, Singer & Song Details

Farz Ki Jung 1989 album cover

Farz Ki Jung 1989 Album Details

R.P. Swamy
Bappi Lahiri
Anjaan, Naqsh Lyallpuri
Shashi Kapoor, Govinda, Neelam

album songs
Phool Ka Shabab Kya
Singer : Mohammed Rafi

Phool Ka Shabab Kya Lyrics

Song Lyrics Title = Phool Ka Shabaab Kya
Song lyrics movie = Farz Ki Jung (1989)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anjaan, Naqsh Lyallpuri
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = R.P. Swamy
Music Label = Tips Music

Mp3 Song Lyrics

((Phul ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya
Phul ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

Julfo se khele mahki hawaye
Uff ye jawani uff ye adaye
Uff ye jawani uff ye adaye
Surkh lab ke samne sokhi ye gulab kya
Phul ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

Aankho me tauba kitna nasha hai
Mai kya ye mausam bahka hua hai
Mai kya ye mausam bahka hua hai
Layegi ye mastiya koi bhi sharab kya
Phul ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

Gore badan se lipta hua hai
Pani ki dekho takdir kya hai
Pani ki dekho takdir kya hai
Yuhi dekhta rahu mai hasin khwab kya
Phul ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya.....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Phool Ka Shabab Kya

Phool Ka Shabab Kya is a song from Farz Ki Jung 1989. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anjaan, Naqsh Lyallpuri. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Farz Ki Jung 1989 album song list for more songs and album details.