Phir Wohi Shaam Lyrics, Singer & Song Details

Tere Bagair 2010 album cover

Tere Bagair 2010 Album Details

None
None
None
None

album songs
Phir Wohi Shaam
Singer : Asha Bhosle

Phir Wohi Shaam Lyrics

Song Title = Phir Wohi Sham
Movie/Album = Tere Bagair (2010)
singer = Asha Bhosle

Mp3 Song Lyrics

((phir wohi shaam, phir wohi hum
phir wohi dard puraane, dard puraane) - (2)
phir wohi shaam

kaun aaya aur kaun gaya, yaad se kya faayada - (2)
sunanewaala koyi nahi fariyaad se kya faayada
bhul bhi jaao afsaane - (2)
phir wohi shaam, phir wohi hum
phir wohi dard puraane, dard puraane
phir wohi shaam

ik deewaana chala gaya toh sau deewaane aayenge
ik deewaana haan deewaana haan deewaana
ik deewaana chala gaya toh sau deewaane aayenge
shamma mein jab tak garmi hai (kayi parwaane aayenge -2)
apane dil ko behala le - (2)
phir wohi shaam, phir wohi hum haay
phir wohi dard puraane, dard puraane
phir wohi shaam

woh na sahi maikhaana sahi, mere saath yeh jaam sahi
woh na sahi aa ha woh na sahi o ho
woh na sahi maikhaana sahi, mere saath yeh jaam sahi
naam se kya lena hai tujhako (aye dil tu badnaam sahi-2)
phir se uthaale paimaane - (2)
(phir wohi shaam, phir wohi hum
phir wohi dard puraane, dard puraane) - (2)
phir wohi dard puraane mm mm mm hmm hmm hmm.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Phir Wohi Shaam

Phir Wohi Shaam is a song from Tere Bagair 2010. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Tere Bagair 2010 album song list for more songs and album details.