Phir Kisi Sakh Se Lyrics, Singer & Song Details

Libaas 1988 album cover

Libaas 1988 Album Details

Gulzar
Rahul Dev Burman
Gulzar
Shabana Azmi, Naseeruddin Shah, Raj Babbar, Sushma Seth, Utpal Dutt

album songs
Phir Kisi Sakh Se
Singer : Lata Mangeshkar

Phir Kisi Sakh Se Lyrics

Song Title = Phir Kisi Shakh Se
Movie/Album = Libaas (1988)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Gulzar
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Gulzar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Phir kisi shakh ne phenki chhaon
Phir kisi shakh ne haath hilaya
Phir kisi mod se uljhe paanv
Phir kisi raah ne paas bulaya

Phir kisi shakh ne phenki chhaon
Phir kisi shakh ne haath hilaya
Phir kisi mod se uljhe paanv
Phir kisi mod se uljhe paanv
Phir kisi raah ne paas bulaya
Phir kisi shakh ne phenki chhaon
Phir kisi shakh ne haath hilaya

Lab pe aata nahi tha naam unka
Lab pe aata nahi tha naam unka
Aaj aaya toh baar baar aaya
Bewajah beqraar rehte they
Bewajah aaj phir qaraar aaya
Phir kisi shakh ne phenki chhaon
Phir kisi shakh ne haath hilaya

Hum toh bhule hue they dil ko magar
Hum toh bhule hue they dil ko magar
Dil ne kyun aaj humko yaad kiya
Kyun kureda purana zakhm usne
Kyun kisi bhule gham ko yaad kiya
Phir kisi shakh ne phenki chhaon
Phir kisi shakh ne haath hilaya
Phir kisi mod se uljhe paanv
Phir kisi raah ne paas bulaya))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Phir Kisi Sakh Se

Phir Kisi Sakh Se is a song from Libaas 1988. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Libaas 1988 album song list for more songs and album details.