Phir Bhi Chala Hoon Lyrics, Singer & Song Details

Via Darjeeling 2008 album cover

Via Darjeeling 2008 Album Details

Arindam Nandy
Prabuddha Banerjee
Mrityunjay Kumar Singh
Sonali Kulkarni, Kay Kay Menon, Vinay Pathak, Sandhya Mridul, Rajat Kapoor, Rupa

album songs
Phir Bhi Chala Hoon
Singer : Kunal Ganjawala

Phir Bhi Chala Hoon Lyrics

Song Title = Phir Bhi Chala Hoon
Movie/Album = Via Darjeeling (2008)
Singers = Kunal Ganjawala
Song Lyricists = Mrityunjay Kumar Singh
Music Composer = Prabuddha Banerjee
Director = Arindam Nandy

Mp3 Song Lyrics

((Koyi raasta dikhata nahi hai phir bhi
Kisi aas se koyi waasta nahi phir bhi
Chala hu leke chala hu leke
Tujhe yaadon ke kaarwaan mein
Bhare waadon se iss jahaa mein
Saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda
Juda ho phir bhi juda ho phir bhi
Khuda hai phir bhi
Koyi raasta dikhata nahi hai phir bhi
Kisi aas se koyi waasta nahi phir bhi
Chala hu leke chala hu leke
Tujhe yaadon ke kaarwaan mein
Bhare waadon se iss jahaa mein
Saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda
Juda ho phir bhi juda ho phir bhi
Khuda hai phir bhi

Mere ham kadam yeh raaste, sang chal pade hai kahin
Koyi nahi apna pata, koyi manjile bhi nahi
Par hai yakin hogi koyi meri apni ik jameen, hogi koyi
Koyi aasmaan apna nahi hai phir bhi
Kuchh paane ka sapna nahi hai phir bhi
Chala hu leke, chala hu leke
Tujhe yaadon ke kaarwaan mein
Bhare waadon se iss jahaa mein
Saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda
Juda ho phir bhi, juda ho phir bhi khuda hai phir bhi

Kuchh baatein hai jo chal rahi sehami si yu koyi aa
Behaki behaki baatein karein yeh waadiya mere saath
Kuchh baatein hai jo chal rahi sehami si yu koyi aa
Behaki behaki baatein karein yeh waadiya mere saath
Saanson mein bhar kar ik sada chalati hai hawa mere saath
Parvat ke unche bampar mujhe le jaaye tere paas
Nahi tu phir bhi, kahin tu phir bhi
Tujhe yaadon ke kaarwaan mein, bhare waadon se iss jahaan mein
Saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda
Juda ho phir bhi, juda ho phir bhi khuda hai phir bhi...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Phir Bhi Chala Hoon

Phir Bhi Chala Hoon is a song from Via Darjeeling 2008. It is sung by Kunal Ganjawala. Lyrics are credited to Mrityunjay Kumar Singh. Music information: Prabuddha Banerjee. Read the lyrics above and view the Via Darjeeling 2008 album song list for more songs and album details.